Remember and avoid previous mistake to be a successful trader.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Forex trading kay doran traders ko cahiye ke woh apni mistakes ko zaroor note kia jin ke wajha say loss hota hai . traders ager daily base per apni mistakes note karin tu phir trading kay end per un ko review karin iss trah woh future mai loss say bach sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      perfect koi paida nae huwa traders say forex mans tart man mistakes hoti hain laikin un mistakes ki weja say trader ku haar maan ker forex ku khair abad nae kehna chahye mehant rkyn dobara
      • #333 Collapse

        i agree with you, mistakes sy selkhna bohat zroori hy, jab bhi koi person forex trading k business main ata hy tou usy kafi kam knowledgr or experianve hota hy, jis ki wajah sy wo shuru main bohat si mistakes krta hy, but ager wo in mistakes sy sekh jata hy tou aik kamyab trader ban skta hy
        • #334 Collapse

          Jee ap ny bari achi baat share ki hai or main ap ki baat sy poori tarha agree karu ga k jo b ap sy mistake ho trading k doraan ap us ko theek kary ta k dobara wo mistake na kary or ap ko loss kam ho or ap achy trader ban jaye.
          • #335 Collapse

            je han humay yaad rakhna chaiye apni mistakes ko jis mei humay nakaami hui ho kay past mei asa kyu huwa tah ess sey humay ye faida hjoga kay next humay unn mistakes ko repeat nahe karain gay jiss se humay kamyabhi hogi
            :p Yes You Can Do :p
            Honesty + Sincerity = Prosperity
            • #336 Collapse

              jo bhi ham sy galti ho jati hy to sucess hony k liy ahamy un ko doabra nai kra chiay kio k agar ham us galti ko doabar krty hy to phr ham ko dobara sy forex my loss hoa hy to hamaar dil bhr jata hy forex is liya hamy chiya ham apni galtio par countrol kry our un ko dobara na kry tab ham is my bhot pasy kama sagty hy ni loss hii krty rahy gy
              • #337 Collapse

                Bhai jan ap ki bat bilkal thek ha hume apni mistake ko fallow krna chaiye ur ise success hasil krni chaiye hum jo ek bar mistake krte hein dobhra wo mistake nai krni chaiye is ma experience k sath kam krna chaiye ye hamre liye acha business ha
                • #338 Collapse

                  hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho
                  • #339 Collapse

                    bhai is market mein agr ap trade karta hain tab is mein apko apna pechli sabhe galtiyo ko bholna parti hai jab ap asa kar skta hain tabhe ap is market mein aga chal skta hain ap ko is market mein har pal learn karna parta hai.
                    • #340 Collapse

                      yes ap nay biklul sahi baat ki hai k traders ko hamesha apni mistakes and loss se lesson hasil karna chahye ta k ainda wo same mistake again mat kre and us ko dobara same reason ki waja se loss bhi na ho so a good trader always remember is mistakes .
                      • #341 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Tara and Sitara پيغام ديکھيے
                        yes ap nay biklul sahi baat ki hai k traders ko hamesha apni mistakes and loss se lesson hasil karna chahye ta k ainda wo same mistake again mat kre and us ko dobara same reason ki waja se loss bhi na ho so a good trader always remember is mistakes .
                        ge han bhai hmein apne trading mein mistakes krne se trading mein loss hota he aur hmein lazme hota he keh hm apne trading mein loss na krein aur hm apne forex trading mein market ko ache trah se smjh kr apne trading kia krein aur hmein apne forex trading mein mhnt krne hote he aur apne trading mein mistakes bar bar nhe krne hein phr hm apne trading mein acha profit hasil kr skte hien
                        • #342 Collapse

                          yes dear app na billkull sai kaha ager hammy acha trader bnana hai or loss sa bachna hai tuo ager hamm sa koi mistake hotti hai tuo hammy oss sa seehkna chaiyie orr hammy oss per kamm ker k oss ko sai kerna chaiyeie phir humm agli dafa wo galti nai kerry ga or loss sa sage rahay ga yahi best way hai achi trading kerni k liye..
                          • #343 Collapse

                            Ye tou sahe kaha ap ny hamen apni galtio ko yad rakhna chahye aur pehly wali galtian phir nahi karna chahye agar hum phir bhe wohi galtian karen gy tou kabhi aagy nahi ja sakty galti her kisi sy hoti hy un galtio sy seekhna chahye tabhi hum aik achy trader ban sakty hain
                            • #344 Collapse

                              Gee Han forex mn apni aik bar ki ghlti ko hamsha yad rakhna bahut zarori hota hai q k forex market change hoti rahti has aor aor aik limit tak he up down jati hai as liay kbi bhe aik ghlti ko repeat na kren ager ap apni ghlti ko yad rakhen gay tu dosra wo ghlti ni kren gay tu ap ko profit ho Sukta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                Forex trading mein aap jo jo mistake karte hain aapko Woh mistakes Apne mind Mein Rakhna bahut important hai agar aap on mistakes ko Apne mind mein nahi rakhte tab aap Forex trading Mein successful trader nahi ban Sakte isliye aapko apni mistakes ko mind Mein Rakhna bahut jyada important hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X