What is spread?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is spread?
    Asalam o alaikum dear ap se aj me ik important information share krna chahta hon k spread kia hy jab ap forex me koi trade lgaty hyn to matlb sell ya buy py jab ap entry lgaty hy to us me kuch pip broker ka comission hota hy jo k wo kat leta hy matlb apny ik sell py trade lgai us time price 1.0976 thi or entry li or wo apki trade 1.0970 py lgi to 6 pip broker ny comission kat lia isko spread khty hyn spread hr currency pair ka alag hota hy ksi ka zyada hota hy or ksi ka kam ap is bary me kia khty hyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanwal06 پيغام ديکھيے
    Asalam o alaikum dear ap se aj me ik important information share krna chahta hon k spread kia hy jab ap forex me koi trade lgaty hyn to matlb sell ya buy py jab ap entry lgaty hy to us me kuch pip broker ka comission hota hy jo k wo kat leta hy matlb apny ik sell py trade lgai us time price 1.0976 thi or entry li or wo apki trade 1.0970 py lgi to 6 pip broker ny comission kat lia isko spread khty hyn spread hr currency pair ka alag hota hy ksi ka zyada hota hy or ksi ka kam ap is bary me kia khty hyn
    Walaikum Assalam Bhai aap bilkul theek kar rahe hain spreed Kisi cheez ko Kehte Hain Jo Koi Bhi broker apni Commission ke Taur par Katta hai aur Har currency aur Har metal ki Apni Apni Commission Hoti Hai Kisi Ki Zyada toh Kisi Ki kamm
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum dear forex members.
      Dear simple alfaz main agr daikha jay to spread basically aik aisi cheez ha jo broker ka commion hota ha jb ap koi bhi trade lagaty hain us main se.
      • #4 Collapse

        kisi bhi currency pair ki 2 prices hoti hain ask aur bid aur in dono k farq ko spread kehty hain ya phir aap spread ko broker ka commission bhi keh sakty hain aur ye hr aik broker ka apna apna hota hy isky elawa kuch brokers ka spread fix aur kuch ka variable hota hy
        • #5 Collapse

          Dosto men aap ko batata hon Spread kya ha farz karren agar aap kissi pair par ya commodety par trade lagate han aor aap ne 01.5556 par trade open phir foran he issi 01.5556 par trade band karr detay han to iss men bhe aap ka broker 3 ya 4 pips kama liga keon keh uss ne bazahir aap ka kuch nahen kata account 01.5556 se 01.5556 he raha lakin broker ne jo kamaya woh darasal iss currency ki Spread thi aor yeh achhy broker ki pahchan hoti ha wo aap ke account se nahen Spread se commission wasool karta ha
          • #6 Collapse

            G han her broker ka comission hota hy jis sy wo kuch hasil karty hain hum jab bhee koi trade lagaty hain tou wo loss mein hoti hy jo k broker ka comission hota jisy spread kehty hain
            • #7 Collapse

              my trading fellow kisi bhe pair main app ko do values milti hain jin main aik ko ask price our aik ko bid price khety hain dono main jo difference hota hai us ko spread khety hain our ye different pairs ka different hota hai jesa k gold ka 60 ka spread hai Oil ka zero hai EURUSD ka 3 ka currency different major pairs k same hai our khuch k different hain
              • #8 Collapse

                Easa he dost forex mean app ko spread kisi bhe pair ki aik uper price hoti hai our aik down price hoti hai our ye ap ko kisi bhe price pay main jo difference hai us ko khety han jesay k gpyjpy ka spread 7 ka hai our jo gbpcad hai us ka insta main 12 ka fix spread hai our fix spread price ache hoti hae news trading kerny walay k leay aik acha opportunity hain
                • #9 Collapse

                  gee haan dear aap ny theek kaha hia her market main spread different hota hia and us main hum jahan trade lagaty hia us point main and entry point main difference haota hai wo broker ka commision hota hia jo ky wo trade sy leeta hai aor spread her cheez ka different hota hai jitna spread ziyda hota hi utni market fast hoti hai
                  • #10 Collapse

                    bhai jaan ap ny bilkual thek information di hy mn ap ki bat sy bilkual agree hno humeny is kaam mn zaida sy zaida mehnat karni chayeh is mn agar koi bhe kaam kary tu is ko dekh bhal k kaam kary is mn jo bhe agar is mn mehnat kar ga wo kamyab ho ga lazmi ...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      spread asal main har pair main hota hay aur ye buy aur sell price main differnce hota hay aur ye broker ki fees hoti hay jo keh har client say charge karta hay aur har pair ka spread differnet hota hay aur es spread ko hum daikh kar he trade karni chahiye tab he hum market main achi trade kar sakty hay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X