Forex trading market mn aksar new trader tukky q lagty hain?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading market mn aksar new trader tukky q lagty hain?
    Dear members forex trading market mn aksar new trader start py tukky ziada lagty hain jin mn sy aik adh bar trade mn profit bhe aa jata hai aor wo trader yahe smjhty hain k forex trading mn trade tukky sy ki jati hai jis ki vjha 4sy asy trader bahut ziada loss krty hain forex trading aik international business hai aor as ki achi khasi study aor practice hai jb ap ko achi trah trading ka knowledge aa jata hai tu us k bad ap ko trading ki practice kr k experience hasil krna hota hai us k bad ap real trading kr k achi earning ban sukty hain forex trading mn tukky ka koi bhe faida ap ko no ho sukta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aksar new traders ye mistake karty hain wo bgair learning k trading start kr dety hain aur zyada earning k chakr main tuky lgaty rehty hain jis se unhy loss hota hai unhy chahiye k is se avoid karain trading tukon se nae proper skills aur experience se hoti hai jo learning se hasil hoty hain is liye learning pehly must karain...
    • #3 Collapse

      Jo log es kaam main kafi zaida time lagaty hain unko bhe baaz awkaat ghaltiyon ka samna karna parta hai aur wo sahee decision nahee ly paaty jis ke wajha sy unko loss hota hai. Aur new aany walon ko to bahut zaida ehteyaat aur tahamul sy kaam karna chahey. Kise jaldi k chakr ma tuky ni lagany chahey. Q k bina maloom hony k kay aap kia kar rahy hain aapko trading ma kamyaabi ni ho sakte.
      • #4 Collapse

        G han ap.ne theek kaha bobt se trader aese hay k jo tukkay par trade karte hay wo is market samjhe bina hi trading start kar dete hay jis surat main unhe boht loss bhi ho sakta hay ye business tukkay par nai chalta balke boht mehnat ki zarorat hoti hay tab ja kar ap trader ban pate hay
        • #5 Collapse

          G Han Bhai jan tukky ais waja sy k un k pass zaida experience to hota ni hy aur na he wo knowledge hasil krty hain jaldi kamyab ho ny knlia wo tukky lag k apny ap ko nakam krwa lyty hain ais waja sy new member k lia zarori hy k wo phly demo py ain aur phr real main trading krain aur zaida sy zaida time spend krain forex py
          • #6 Collapse

            Dear jahan tk mera kheyal he new traders tukky is liy lagaty hen unko knowledge hota to he magr kam hotaa he aor wo isi kam knowledge se fayda bahot zeyada uthana chahty hen. Aor doosri bat k wo samajhty hen k unka ye idea saho lag geya to pata nai with konsa teer mar len gy, 3rd thing bhi maind me hoti he aor wo he lalach. In aor isi tarah k kuch chhoty factor mil kr new trader ko s tarahh k tukky marny pr uksaty hen.
            • #7 Collapse

              Dear forex trading main trading tuka k zareey kerny waly members kamyab ni hoty ,ho sakta hy waqti tour p ap ko forex trading main tuka k zareey profit aa jay per yeh koi paidaar cheez ni ho gi aur tuka bad main ap ko heavy loss bi dilwa sakta hy to koshish kro k ap forex trading main trading iska knowledge seekh k kro is sy ap kamyab trader ban sako gy
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
                Dear members forex trading market mn aksar new trader start py tukky ziada lagty hain jin mn sy aik adh bar trade mn profit bhe aa jata hai aor wo trader yahe smjhty hain k forex trading mn trade tukky sy ki jati hai jis ki vjha 4sy asy trader bahut ziada loss krty hain forex trading aik international business hai aor as ki achi khasi study aor practice hai jb ap ko achi trah trading ka knowledge aa jata hai tu us k bad ap ko trading ki practice kr k experience hasil krna hota hai us k bad ap real trading kr k achi earning ban sukty hain forex trading mn tukky ka koi bhe faida ap ko no ho sukta.
                Forex trading market Mein new traders isliye trading karte huye gas Lagate Hain Kyun Ke unke Paas trading college in jayada nahi hota aur unko trading Bakery Nahi Aate Aur Woh log demo account pay practice bhi nahi kar ke Aate isliye Woh Aisa Karte Hain
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  bhai jo tukka hota hai wo her baar ni lagta yeh to ho skta hai k apka tukka ek do baar kamyab hua ho lekin her baar ni aur is ka nuqsan yeh ho ga ke apko nuqsan bhi ho ga aur dusra yeh keh ap theek trah se kabhi bhi forex ko seekh bhi ni paen ge dono trah se apko loss e ho ga is lie tukka se bachna chahye
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
                    Dear members forex trading market mn aksar new trader start py tukky ziada lagty hain jin mn sy aik adh bar trade mn profit bhe aa jata hai aor wo trader yahe smjhty hain k forex trading mn trade tukky sy ki jati hai jis ki vjha 4sy asy trader bahut ziada loss krty hain forex trading aik international business hai aor as ki achi khasi study aor practice hai jb ap ko achi trah trading ka knowledge aa jata hai tu us k bad ap ko trading ki practice kr k experience hasil krna hota hai us k bad ap real trading kr k achi earning ban sukty hain forex trading mn tukky ka koi bhe faida ap ko no ho sukta.
                    main sa mjhta hon k is ki sab se bare wajah ye hote hai k new traders samjhgte hain k wo is business ko join kar k ek eh din main amer ban jayain gay jab k aisa possible ni hai ye apko achy earning to daita hai aliekn hard work k bad aur new trades tuke se ek do dafa profit lai late hain laiekn pohr loss main jate hai q k unko lack of knowledge hota haiu
                    • #11 Collapse

                      dear friends, forex main wahi log kamyab hotay hain jo is ki learning kartay hain aur demo account pa us learning ko check kartay hain aur us k bad real account par trading kartay hain...but jo members learning nai kartay aur tukkay pa trading kartay hain un ko hamesh loss ata hay.
                      • #12 Collapse

                        G bhai tek kha ap ne ye sb krty han main b krta tha or shyad or log b krty ho knowledge or lack of experince ki waja se new trader tukky chalaty han trend wo dakh ni sakhty or ultimate unko loss ho jata apni he galti se jo wo kbi manty he ni
                        • #13 Collapse

                          really forex koi game nhe hain really yaha tukey nhe chalte hain forex ko sab say phly thek tara learn karna hota jaaab tak hum forex ko thek tara learn nhe kare gy tu yaha in he tuko say accoutn wash kar dete hain pata b hota hain k humhain forex nhe aati hain pher b tukey laga dete hain forex main jo tuky laga dete hain unko loss ho jata hain or wahi loss un ko mil jata hain jo profit kar lete hain jo bina tukey k trade krte hain earn say ziyda pni mony safe rakni hain forex main
                          • #14 Collapse

                            new tradors ka apni trading main tukky lagny ka yah mtlab hota hai q k wo abhi new hoty hain un k pass trading about knowledge nahi hota hai es liye wo apni har ttrading main apna tukka lhagty hain k hum es base main profit earn kar skty hain or kbhi kbhi una ka tukka lgta bhi hai bus aik do dafa tukka lagny k bad wo tukky par zeyda yakeen rakhny lag jaty hain jo k un k liye yah sahi nahi hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              agar hum forex trading main learn kar kay trade nahi karen gay to es chakar main hum market main earning nahi kar sakty ulta humay loss ka samna karna parta hay humay esmain learn kar kay market ko understand kar kay trade karnay main he faida hota hay tab he hum market main acha profit earn kar sakty hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X