Don't be afraid after a loss.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    g bahi aap ny sahi kahaa hy, forex main kisi aik loss k peech khud ko pareshaan kerny ki bjay mehnat ker k us ghalti ko khatam kiya jay k jis ki waja sy loss hwa hy taa ky doba us hlti sy loss na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Yes hum ko loss k bad khofzada nahe hona chahy sl lazmi use karean agar app pass 20$ bhe bach jaty haem to ap apny account maen hony waly loss ki recover ker sagty haen par ager pura account zero ho jaey to pher mushkil ho jata hy
      • #333 Collapse

        Forex trading bohat he acha busniss hy jis mai apko ager looss ho jae tu apko chahye ke dubara is mai looss sai darna nai chahte kun ke is mai looss ka dar tu rhta hy lakin is sai nai darna chahye
        • #334 Collapse

          g bhai forex trading mein kabhi bhi loss se nahi ghabrayen is mien ap mehnat karte rahen aur isko seekhte rahen aur apne losses se seekhne ki koshish bhi karte rahen.
          • #335 Collapse

            ager apne ek achcha business bun ker work kerna hai to apne losses ko bear kerna seekhna parega kiyun ke forex trading main apne losses ko bear kerna hai lekin unko cover bhi kerna hai so losses parts of business hai lekin forex trading main in ko cover kerna hai ap ko
             
            • #336 Collapse

              lost he kay waja say experince ajata hai our sekny lagta hais k cover karny k koish karny chahiya yahi hamry liya acha ha ...lost say hamy darna after doing a loss. I will suggest them please don't be afraid. A loss nahi cheye har kam mai lost hota hai...
              • #337 Collapse

                Loss sey darney ki zaroorat nahi hy, yeh profit key sath sath hota hy aur aap jab bhi koi mistake krtey hain to yeh aap ko batata hy keh yeh method wrong hy. Is leye is ko accept krna chaheye aur is sey disappoint nahi hona chaheye. Yeh hum ko forex main kamyab karwata hy aur hamain mistakes ki nishandahi karwata hy.
                • #338 Collapse

                  humein chayein k agr humein loss bhi ho raha tou hum is ko positively ley aur is mein se humari galtiyaa ko analyze kar ky iin ko dor karey is tarha hum definitely kuch new sekhey gy jis se humari knowledge aur experience dono bharhey ga . :)
                  • #339 Collapse

                    g han forex trading mein ap apne losses ko manage karna seekhen apne losses se daren nahi aur apni trading ko rtisk free banayen to ap kamiyab honge.
                    • #340 Collapse

                      han dear is buiness mein afraid nahi hona hai agr loss ho raha hai to ap ko again is buiness ki practice aur learning krni ho gi phir ap success ho jin gy ye aik good buiness hai is ko kahin bhi kiaja skta hai
                      • #341 Collapse

                        ager Forex main during trading loss b ho jay to b traders ko afraid ni hona chahie belke apni trades se is loss ko recover kerne ki try kerni chahie aur Forex ka knowledge hasil ker k mazeed trading kerni chahie Forex trading aik business hay aur businesses main loss ho b jata hay aur recover b ho jata hay is lie gebrana ni chahie.
                        • #342 Collapse

                          yes loss to kisi bhi business ka hissa hote hain in se ghabraana nahee chaye balk in ko face karna chaye aor loss hone k reasons pe gor karna chaye phir ham is se kaafi kuch new seekh sakte hain aor apni trading ko behter bana sakte hain
                          • #343 Collapse

                            forex trading aik boht acha business hay hum is main trade karty hain agr hum is main loss karty hain to humri mistake hoti hay jis say humain tade main loss karty hain earning nai hoti
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • #344 Collapse

                              humain is main fear feel nai karna ho ga humain learning kar kkay ahcy sya kam karna ho ga jis say humain trade main loss km ho sakta hay humain demo ko use karna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                Hum jis tarah profit ko accept krtey hain usi tarah loss ko bhi accept krna chaheye. Loss bhi profit ki tarah business ka aik hissa hy aur is sey ghabrana nahi chaheye. Balkeh jin mistakes ki waja sey loss ho raha hy, un ko identify krna chaheye aur un ko control krna chaheye takeh loss bhi control main aa jaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X