Trading indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading indicator
    Dear dosto mera ajj app sub sy swal hy k konsa indicator hy jo app ko market trend ka sahee aor sab sy pehly indication dyta hy , waisy to bahoot hain lakin sub sy acha konsa hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear trend ka pehly sy indicate karny wala indicator mera nahe kahayal k koi hai. Aur short term ma aap kise bhee indicator ka signal ly kar use kar sakty hain. Aur dosra aapko ye pata hona chahey k jo bhe indicators hain wo data ko daikh kar aap ko signal dety hain. Koi bhe indicator aapko advance main nahe signal dy sakta hai.
    Moving Average, MACD weghra aapko trend ka signal dety hain aur trend ke strength btaty hn
    • #3 Collapse

      Dear agar aap indicators ki baat krte hain to sab indicators hi hamare liye helpful hote hain kissi indicator ko ham over sold and overbught k liye use krte hain to koi indicator hamen divergence k waqt kaam aata hai isliye kisai indicator se everae range lete hain to koi trend bta rha hota hai hamare liye ahm baat ye hai k hamen kissi bhi indicator ko use krte hute uske uske ka pta hona zaruri hai
      • #4 Collapse

        Dear apki bat bilkul darust hy k koi esa indicator ni jo apko trade ka signal dy bal ky kuch esy indicator hyn jo ap ko trading ki strength bataty hyn or data dety hyn ap unko analyze kr k phr apni trade lga skty hyn jin me macd or moving average hy jo apko signal strength show krty hyn or data dety hyn jin se ap anadaza lga k trade lgaty hyn
        • #5 Collapse

          Bhai g trading main bht saray indicator use hotay hain har aik ki apni quality hoti hai in main ziada tar rsi aur moving average use hota hai but yeah lhud markeet ko follow kartay hain lakin in say trend ka andaza laganan easy ho jata hai..
          • #6 Collapse

            Dear friend forex trading main sary indicator hamary leye help dety howy hoty hain aur har indicator hamen market k trand ki malomat deta hy ges say hum apni trade ko sucses ful bana sakty hain
            • #7 Collapse

              Trading market main wese tou boht se indicators hay aur humae in ka use bhi karna cahiay humae cahiay k hum koi bhi aik indicator ko samjhe aur usi k mutabik tradr kare mere khyal main sab se best indicator moveing averig aur rsi indicator hay in ko hume use karna cahiay aur in par mehnat karni cahiay in ko samjhna cahiay take hum achi trade kar sake
              • #8 Collapse

                friend indicator to aisa koi nai bana jo aany walay wakt ka bata saky k kya honay wala hala k indicator ka matlab he indicata karnay wala hy lainken ye indicators mazi k wakyaat ko saamny rakh k ake trend bataty hain jin ki madad sy ham market ka andaza lagaaty hain ssb sy behtreen indicator aap hain ager aap janty hain market behaveior k barry main
                • #9 Collapse

                  forex trading main boht se indicators hain jis ko hum use kamain acha proft earn kar ksty hain or achi trading kar skty hain sub se zeyda jo indicators use kiya jata hai wo moving avourage hai jis main boht se trador trading ko bahtr kar rahy hain or ach aproft earn kar rahy hain
                  • #10 Collapse

                    forex trading main differnet kisam kay indicators use hoty hay agar hum en indicators ko use karty huway trade karen gay to hum market main bohat achi earning kar skty hay es business main humay dil lga kar time dai kar trade karni chahiye tab he market main achi earning kar sakty hay esmain mehant karni chahiye
                    • #11 Collapse

                      dear market may indicators to bohat hain lekin ager aap nay trend indication kay liye use kernay hay to sab say pehlay aap MA40 ose kerain ya phir MA (15,10,40) ka aik saaath use kerain yeh aap ko trend ki achi indication day dain gay Click image for larger version

Name:	Figure-4-EMA.png
Views:	1
Size:	100.3 کلوبائٹ
ID:	12318916
                      doosra tareeka yeh hay kay aap macd general settings per use kerain yeh aaap ko higher tops or lower lows per trade lagaanay ka signal deta hay Click image for larger version

Name:	macd1.gif
Views:	1
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12318917
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        dear koi b indicator market kay trend se pehlay nehi bata sakta ha ku kay indicator price ki direction me chaltay hain jis taraf price move karay gi indicator b osi taraf move karay ga trend ki direction ka pata chalanay kay liey price action ka use best ha indicators ki bajaey jub market aik higher high or lower low ki form me ajati ha to os wakt market trend me hoti ha or is higher high or lower low ko maloom karnay kay liey ap zigzag indicator ka use kar saktay hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X