indicators in trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators in trade
    dear forex members main aap sab sy poochna chahti hoon ky indicators kitny kisam ky hain aor konsa indictor use karna chahyee aor trading main humin indecator ko use karna chahyee ya naih aor ager hum indicator istimaal karine to konsa acha hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mere khyal mein ap ko jo indicator istmaal mein lana chahyein woh do hein sb sy pehlay apko khoun ga ky ap moving averages ko lagyein uc kay bd apko chahye ky aik rsi lagaa dein ya apni strategy ky mutabiq koi bhi doo ya ten indictors lagaa dein - ap uc par mashaq kar ky hee kmyabi hasil kar skty hein warna apko kbhi ic chz ki smjh nhi ayee ge
    • #3 Collapse

      Ap ka acha sawal hy k forex trading main trading k liy konsa indicator use krna chahiy to sab sy pehly ap ko chahiy k ap wo indicator ko choose kro jisko maximum members use karty hon aur mery khial main sab sy best indicator forex trading main trading k liy relative strength index aur is window main jitny bi indicator hain yeh sab sy best hain aur yeh apko milain gy mt 4 ki application main chart k andar ,to ap in indicator ko use kro ap ko forex trading main kafi faida ho ga
      • #4 Collapse

        My dear indicators to bht saary hoty hain aur kuch indicators aapko meta trader main free mil jaty hain aur kuch paid indicators bhe milty hain. Indicators jo hain wo muhtalif hoty hain aur un ka istemaal mukhtalif hota hai. Kuch indicators trend find karny k liey aur kuch trend ke mazbooti esi tarha kuch volume weghra k liey hoty hain. Aur indicators ka use mery kahayal ma karna chahey aapko es sy idea ho jaata hai. Aur market main entry behtar ho sakti hai.
        • #5 Collapse

          dear aap nay acha sawaal kiya hai ziyada loog samjhty hain ky indicator ko use kar ky wo trading main ziyada profit lay sakty hain likin dear jahan tak mari rayee hai ky indicators to boht hain likin ye market ky trend ky change hony ky saath saath he apni movement change karti hai ais liye indicator ko use karny ky bajay apny analysis py trade karien
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Arisha پيغام ديکھيے
            dear forex members main aap sab sy poochna chahti hoon ky indicators kitny kisam ky hain aor konsa indictor use karna chahyee aor trading main humin indecator ko use karna chahyee ya naih aor ager hum indicator istimaal karine to konsa acha hai
            traders k liye indicators kafi use ful hoty hain bohat sy traders is sy help laity hain laikin aik baat trades ko apny mind main rkhni chaye k koi bhi indicator 100 percent right nahi hota or trad4ers ko loss bhyi ho skta hai
            • #7 Collapse

              Bhai apko chye ky ap markrt ma trading sy oehly market ko watch kren aor trading ma knowledge aor experience ka use kren a9ko malum hona chye ky ab h7men bonus jo hai wo zeyada sy zeyada posts krny py milna shuru ho gia hai na ky zeyada lokes aor thanks py bonus milta hai is leay apny work ko enhance kren aor acha knowledge gain aor share kren aor koshoah kren
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                agar hum indicators ko theak say set kar kay use karen gay tab he hum market main achi trdae kar sakty hay es business main humay jadl abzi bhi nahi karni chahiye aur indicators ki help say he market main trade karnay main he faida hota hay es business main mehant karni chahiye tab he safe reh sakty hay

                اب آن لائن

                Working...
                X