forex me loss ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
    dear mera sawal yeh he ap se k forex trading me loss hone ki waja kya he experience na hona hard work na karna ya knowledge na hona?
    bhai yah 3no he wajaiey hain k agar ap k pas knowledge experience and practice na ho to ap kuch b nhe hain forex mai ap ko loss he ho ga is leay jis cheez ke ap ko smajh na lagay ap os ko other member se pocho or internet b ap k pas ap internet per search kro jo language ap ko suitable hai os mai search kro
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      g han bhai jan forex trading me loss ki waja ye h k hamen knowlegde or experience nhe hota h or hum trading karna start kar dety hen hamen pehly demo account par practice karni chaiye us k bad real account par trade karni chaiye.
      • #213 Collapse

        forex mein loss ki bhot sari waja hoti hay because forex aik legal business ha aur is business mein risky bhat hota hia and is business ko ap seriously handle karey is ko as a game na lay aur is business ko ap achay sey understand kary aur greedy and emotional na ho jaya karey.
        • #214 Collapse

          Forex trading ko log buhat hi risky online karobar bhi kehte hin es ki wajah ye he k es karobar min loss bhi ho jata he weise to hum sab hi es karobar se profit earn karne k lei ate hin magar aksar eisa hota he k humin loss bhi ho jata he yahan pe es lei humin chahye k kam se kam risk lein aur loss hone se bachne ki koshish karin. Learning min kami hi loss ki sab se eham wajah he.
          • #215 Collapse

            forex mein loss hota rehta hy aur mein forex par hi time spend karta hon aur yehi meri first business hey mein kisi aur business par trust hi nahi karta hon isi liye mein ab sirf forex ko time deta hon aur is ko seekhta hon takay mein market analysis kar sakon aur aik acha trader banny ki koshish karta hon and i am part time trader.
            • #216 Collapse

              forex main ap ko loss os waqat hota hai jab ap es main kam shi nai kartay ap ko es main acha kam karna chay ap ko es main loss nai hoga
              • #217 Collapse

                hafsa loss ki koi wajah bhi ho sakti hai meri srf ya wajah hai k mairy pass ziada experience nai hai or main behter sa behter ban sakta hun kyun k main janta hun main kabhi har nai sakta kyun k mera trust khuda par hai is liye loss nai ho ga in future ;)
                • #218 Collapse

                  Forex men wohi log survive kerty hein jo yahan per time spend kerty hein, or practice kerty hien, jo jitni practice kerta hai, us ka experience utna hi zada hota hai, or wo zada achi trading kerta hai, is leiy yaha experience ki importance zada hoti hai,
                  • #219 Collapse

                    Trading loss k honay ki different reason hain koe bhe ho sagti hy,par zeada tar traders greedy honay ki waja say loss krtay hain,koun k ap kum knowledge or experience k sath to trading main chal sagtay hain par greedy trader zeada tar loss he krta hy.
                    • #220 Collapse

                      wo kehty hain na lalach buri bla hoti hai aisy hi forex mein lalach apko loss krwata hai so guys hamesha utna khelo jitna seh sako nhi to apna bhi gana bethty hain log
                       
                      • #221 Collapse

                        forex mein loss tu hoga aur forex aik reliable business hay and is say ap ka future bright ho sakta hay aur ager ap forex mein learning karo gay tu phir tu achi earning hogi mein ab achi earning ker leta hon forex aik good buisness hay yeh sab janty hey lekin is mein loss ho jata hay isi liye to log leave kar dety hy mein ab profit kar leta hn.
                        • #222 Collapse

                          forexc mai har banda profit earn nahi ka=rtta forex mai profit lene k lia bahi jan forex ko achi tarha sikhna hota hai is bina per hum acha profit lain sakty hain forex mai zeada tar loss ki waja hai k hum greed karty hain ya big lot per trade karty hain...................
                          • #223 Collapse

                            forex main sab say bari lose ki waja is ki market k baray main information na honay ki bawjood is main trade karna hai is say aap ko is mian loss hi hota hai or aap profit gain nai kartay hain or loss ho jata hai
                            • #224 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
                              dear mera sawal yeh he ap se k forex trading me loss hone ki waja kya he experience na hona hard work na karna ya knowledge na hona?
                              forex main loss ki waja ye hi hai ke us ke mutaliq pura ilm na hona aur forex ke rules ko obey na karna aur exprince ka kafi na hona
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                forex main loss ki brhi vja forex k bary main achi learing ka na hona aor forex main knowledge ka km hona aor trading ka experience ka na hona sb se brhi vjohat hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X