Asalam-o-alikum! Dear members jab aap apna broker join karty hain to us main aap ko sab sy jo important cheez daikhne hoti hai kay us ka spread kitna hai. Aur phir spread variable yani kay change hota rehta hai ya phir fixed hai.
Agar spread variable hota hai aur aap ka experience kise aisy broker par hai to aap may daikha hoga kay jab koi news aati hai to news sy pehly ya news kay doraan spread zayda ho jaata hai. Jis ka aapko nuqsaan hota hai. Es liey mujhy instaforex broker pasan hai k yahan par fixed spread hai aur fixed spread main aapko kise kisam ke tension nahee hoti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим