forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me loss hone ki waja?
    dear friend me new hon forex trading me esliye mujhe zada information nhe he es k bare me or mujhe loss par loss horha he es ki waja kya he jo mujhe etna loss horha he?:(
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o allikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main loss honay ki kafi waja ho sakti hain jesay kay non serious attitude ka hona aur ghalat decision lena kun kay market bohat taiz chal rahi hoti hay us waqat aap ka aik ghalat decision aap ko loss day sakta hay
    • #3 Collapse

      bhai jan forex ke ek he wja ha loss ke wo ye k humary pas trading ka best knowlige or es ka best expernce nahn hota ha is liy hum bary se bar loss kr bethty han or hum demo par practis krny ke bjay sedhy real acount par trading krna start kr dety han
      • #4 Collapse

        forex main losss ho jata hain es k zyada ter waja hoti hy k member new hoga ya pher us ko trading ka zyada expirnce nahi ho ga..........
        • #5 Collapse

          brother forex me loss hony ki waja ap ka is me knwlge ka kam hona nd prctice na hona ye iski waja ho skti hai nd dosra ye k agr ap rules ko folow nhi krty tb b apko loss hota hai
          اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
          dear friend me new hon forex trading me esliye mujhe zada information nhe he es k bare me or mujhe loss par loss horha he es ki waja kya he jo mujhe etna loss horha he?:(
          • #6 Collapse

            K nowledge ke kami , practice aur learning ke kami say , aur jald baazi say ap l;oss suffer kartay hain aur market trnd ka galat andaza loss ke taraf lay jata hai.
            • #7 Collapse

              mery khayl se to ap ki loss ki waja ap ki koi galti hai ap apni galtiyo se sikhy or agy usi galti se bachy taky ap us galti se faida autha saky or ap ko agy koi loss na ho or sab se zaruri bat ke apny kam me achi mahnat kary .........
              • #8 Collapse

                mere khyal sa to ap new hn to apko chiye k ap demo account pa partice kara or zyda sa zyda learing kara or knowelegde hasil kra or bht mehhnt ki zarawat han apko so ap bht mehhnt kara .....
                • #9 Collapse

                  agar aap ko Forex main loss hota ha to is ki wja yehi ha k aap k paas trading skills nai ha is liye zyada say zyada koshish kray k trading skills hasil karay jo k paisay kamanay k liye bohat zrory han phr aap money b earn kar saktay ho easily.
                  • #10 Collapse

                    dear forex main ek app hi ko nai balkay har kisi ko loss ho sakta hai es liye ager hamay es main loss se safe rahna hai to choti trade lagani chahiye jis se ham safe rah sakay or loss be na ho.
                    • #11 Collapse

                      well dear apki sab se bari ghalti ye hai k apne forex mai bina knwldge or learning k hi trading start kaardi hai jab k bina learning k forex mai kuch bhi hasil nahi kiya jasakta hai ap pahle forex learning karen us k baad trading start karen phr apko loss nahi hoga...
                       
                      • #12 Collapse

                        je han forex trading may loss honay ki waja hamri kam knowledge or unexperince or bad strategy ki waja say hamay loss uthana parta hay agar hamay trading karnay say pahlay lerning or experience hasil hojaye to hamay loss honay say bacha jasakta hay hamay real trading karnay say pahlay demo account par trading karna chahye or us par zada say zada practice karni chahye
                        • #13 Collapse

                          bhai jan forex ke ek he wja ha loss ke wo ye k humary pas trading ka best knowlige or es ka best expernce nahn hota ha is liy hum bary se bar loss kr bethty han or hum demo par practis krny ke bjay sedhy real acount par trading krna start kr dety han
                          • #14 Collapse

                            salaam. forex trading main loss honay ki bohot si wajohaat ho sakti hain . jis main say sub say main waja yhe hay kay practice ka hona , aur dosri mean waja experience aur knowledge ka kam hona.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han bhai jaan main apki is baat say completely muttafiq hun...........forex trading main loss honay ki bhut si wajayn hain jin main say chund yeh hain 1: greed 2:lack of knowledge about tarde 3: lack of experience etc is lye humain trading karnay say pehlay is cheezon ko dehan amin rakhna chahye takay humain loss na ho.........

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X