Kuch time se forex bohat easy ho gai hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kuch time se forex bohat easy ho gai hay
    Aj kalhu.are liay aur new learner k liay biht acha moka hay kap.ko boht se learning on line mil jati hay jis tarha you tube par boht se videos mil jati hay aur is k ilawa aur bhi boht si sites hay jaha se ap ko achi stretigis banane k corse bhi milte hay pehly aesa kuch nai tha par ab biht se logon ne apni learning sitesbhi banai huwi hay jaha se jo new trader hay boht se learning videos hasil kar sakte hay aur in se faida hasil kar sakte hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex easy ni hai han ye zarur hai k now a days hamen forex k liye pehle ziada facilities hain ab agar ham forex ko sekhna chahen to hamen koi problem ni hai abhi to kafi log expert ho chukke hain jin se ham behtar tor pe seekh sakte hain but iss baat ko apne mind menvrakhen k forex ko bahot ziada easy ni lena hai warna ye aapka loss kr de gi
    • #3 Collapse

      gee han aap ny drust kaha hy ajkal boht si facilties hay nebies ky liye ky wo forex ki learning kar ky forex ko join karin and ais ky zareeye apny trading skills ko improve karny ky saath saath apni earning ko bhi barha sakty hain and her information net sy hasil kar sakty hain
      • #4 Collapse

        abhi forex ko samjhna really bohat easy ho chuka ha wo bhi time tha jab aj ki tarah koi khaas learning source nahe tha jasa k aj ap k paas youtube ha ap wahan se help le satay learning video se eskay elawa ap ko bohat sey online learning sties milti hain jahan courses bhi training videos b hoti hain esliye har aik k liye asaan ha forex ab
        :p Yes You Can Do :p
        Honesty + Sincerity = Prosperity
        • #5 Collapse

          G han ap ki bat bilkul theek hay is main kou shak nai k forex trading ab pehly ki tarha mushkil nai raha sikhna ab tou humae you tube par boht se videosmil jati hay jin se hum firex se related kniwledge hasil kar sakte hay aur is k ilawa boht se expeart trader bhi mojid hay jo k ap ko on line trading sikhate hay is liay abhi trading sikhna bihr easy ho gya hay
          • #6 Collapse

            Right jee mazee ke nisbatt aaj kal forex trading bahut aasan ha.ab iss ko samanjney ke bahut zaraey peda ho gaey han. Pehley experience nah honey ke waja se jin logon ka iss trade side par ana namumkin tha ab internet , web sites, you tube videos ne uttna he mumkin bana dea ha tahum baccwas veideos aor sites bhe kuch han jin se waqat zaeya hota ha unn ka kheyal kea jarren
            • #7 Collapse

              forex easy nai hooi log traind ho gay hain aor sab sy khoobsoorat baat new platefourms ka introduce hona iss field main jiddat ka zareaa bana hy. ab hamain tamam analysis news aor tajzya karoon ki raay ake he jaga mil jati hain jis bina py ham samjaty hain ya hamain lagta hy k forex asaan ho gya hy
              • #8 Collapse

                Forex really bohat he easy ho chuki hay humey har wo cheez milti hay online jiski madad se hum online learning kar saktay hain bohat sey blogs hain bohat si sites hain jahan ap kay liye learning ka saara data avail hay ap ka kaam hay kay aap uss se faida uthaen jahan ap ko weakness feel ho kay ap ko kisi best method kisi candles wagaira ki skills mei fark hay ap youtube etc pe wo videos seniors ki dekh kar faida le saktay jain esliye abhi forex ko learn karna kaafi asaan hogya hay
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  Brother forex trading business main success easy nahi hay, online learning or vedio ko watch karnay say experience hasal nahi hota and na hi earning ho sakti hay, earning practice say possible hay, jab tak demo account main proper trading ki practice nahi karin gay to earning possible nahi hay, esliay new trader first main loss kartay hain because un kay pass good experience nahi hota.
                  • #10 Collapse

                    Assalamualaikum bhai aapne kaha hai kuch time se Forex Aasaan ho gayi hai lekin Mere Pyar Mein Bhai Yeh Baat galat hai Forex waise Ki Waise Hi Forest Park from main posting ki wajah se new user ko kaam sikhna Aasan ho gaya hai
                    • #11 Collapse

                      kuch time se really forex tou bohat he asaan ho chuki hay ab ap ko bohat si websites mil jati hain knowledge lenay kay liye aur ap ko asay experience walay traders miltay hain jinka big experience hota hay wo ap ko proper tarikey se guide kartay hain eskay elawa ap ko learning kay liye google pe bohat sa data fraham hota hay jo ap ki learning kay liye madad karta hay
                      • #12 Collapse

                        Ji Ji janab bilkul sahi baat hai forex trading really easy Un logo ke liye hai jo is ko seriously kar rhe hain and knowledge aur experience Le rhe hain and ab ap ko online har cheez ka knowledge Mil jata hai ap forex se related boht kuch online seekhte hain so it is very easy business
                        • #13 Collapse

                          slaam to all forum members...mera hasab sa forex tab tak muskil ha jab tak app ka pass proper knowledge nahi hota jisa jisa app learning krta jata ha wasa wasa app ko forex asan lgna shorw ho jati ha ur dosra bara fact ya ha ka app apna capital hight rkhyia agr in case koi trade loss main bhe chli jati ha tab bhe app us ka wapis ana tak wait kr skta hian..
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            ya bat sahi hay kay hum hum ko youtube say ya or different website say apni trading ko kis tarha say profit main laya ja sakta ha.buhat si tips mil jati hai.mager mera ya manana ha kay apko kud is business main mahnet kerna chaiya,kud say apko apni trading per trust hona chaiya.hamain trading ki sari tips ko dakhna zaror chaiya.mager trading main profit kis tarha say long term liya ja sakta ha.us stragy ko hamain kud say mahnet ker kay hasil kerna ho ga.phir apko forex trading asan lagnay lag jay gy..

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X