trade ko loss me anay par hedge na karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade ko loss me anay par hedge na karen
    salam to all friends,

    akser mene ye dekha hai k new traders ki specially jab market un ki lagaye huwe trade k opposite jati hai to wo loss ko dekh kr josh me ajate hain to market ko wo hedge kr dete hain layken mere nazdeek ye ghalat hai q k market ko agar hum hedge krte hain to dono side ki trades bhi lag jayegi or wo bhi kise loss or profit q k humne hedge jo keya hota hai account ko esi lia hume chahe k hum trade lagane se pehle hedging ka bhoot apne dimagh se nikal day shukreya

اب آن لائن

Working...
X