Forex trading main week kay starting day per trading na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main week kay starting day per trading na karain
    Dear kuch log forex market main bot zada aggressive hotay hain. Suba suba trade open karnay kay liay jab.
    Next week start hota hai.
    To un logon say meri request hai kay wo apnay experience ko wash na karain. Or bonus ko wash honay say bachain.
    Kiun kay weekend kay bad gaps atay hain.
    or market ko stable honay dia karain monday ko weekend gaps per. us kay bad apnay insta forex bonus account per trading kia karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aap ki baat theek hai week kay start mein aap ko subah se hi trade nahin lagani chahyea balkay aap market ko 4 se 5 ghantay tak watch karain aur apni strategy bana kar uss kay mutabiq trade lagain
    • #3 Collapse

      Well dear har kise ke apni strategy hoti hai k us ny kis tarha sy kaam karna hai. Aur kuch log week kay end hony par analysis kar lety hain aur un ka idea hota hai kay market ab kis simt main jany wali hai. To wo jon hee market open hoti hai apni trades open kar dety hain. Kun kay us kay baad shyed un ko wo position nahe milte jo market open hony par milte hai. To lehaaza aap pehly sy he market ka andaza laga liya karin k kiya hony wala hai.
      • #4 Collapse

        hey support Forex trading Ne Meri Kismat Mein trading nahi karni chahiye aapko Pata hona chahiye Hum Jaan Bhi Apne insta Forex wanna chat ke upar trading karane to next week be start Hone LageMonday waleed in Jamui market mein kisi bhi Kishan ka gappo currency pairs mein Desh Bhagat and insta Forex monsoon ke upar trading stop Garden mum and sonjanma ki Tanki balance Ho Jaye Toh Swagat Apne instaforex bonus counter are fading coutinho kare
        • #5 Collapse

          New week mein subah early market open hoti hai tou agar koi dost uss waqt trade lagata hai tou woh gnalt hai pahele market ki position uss ki movement aur trend note karo analysis karo aur phir trade lagao
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Dear forex trading main week k bad gab new dy ko trade shoro hoty hy to bohot say log trading shoro kar dety hain hamen asa nahi karna chahye bal k market ko asli halat main any dain as k bad trade karen

            اب آن لائن

            Working...
            X