forex se paisay kamana kitna asaan ya mushkil hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex se paisay kamana kitna asaan ya mushkil hai
    salam to all my fellow traders,

    forex se paisay kamana kitna asaan ya mushkil hai ???
    forex se paisay kamana bht mushkil hai agar hum esko sahe se sekhte or samjhte ni hai to or forex se paisay kamana bht asaan bhi hume lagne lagta hai jab hum esko bht achi sekhte hain or samjhte hain or hum jab expert trader banjate hain or us k sath sath hum market me 1 achay analyser bhi ban jate to hum market se bht paisay bhi kama skte hain ye hum humare mehnat par depend krta hai friends
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    zahir si baat hai ager hamen is field ke bary me mukamal knowledge ni hai aur hum is me a jaty hain to phr ye asan ni ho ga theek isi trah jaise ek insan tairna ni janta aur wo darya me chalang laga de phr to wo dooby ga hi na is lie pehle aap forex ko mukamal samjho us ko seekho us k bad aap is per kam start kro
    • #3 Collapse

      Ji haan Forex se paise Kamana to bahut jyada Mushkil Bhi Nahi Hai Lekin asaan Bhi Nahi Hai Lekin Jis Ke Paas experience hai aur usko pata hai ki main paise kaise kamaye hai to wo usme Kamyab ho jata hai ISI liye Jyada Se Jyada Kamyab hone ke liye aapke paas knowledge Kaho Na Bole Jyada Jaroori hai agar aap ke paas na lage hoga toh aapke paas experience Bhi Hoga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Paisy kamany kay liey humay mehnat karnay ki need hoti hay kisi bhi business main agar hum chahty hay keh forex trading main earning karen aur paisy kamaye to humay chahiye keh es business ko achi trha seekhy aur jab hum esko seekh kar run karen gay to esmain bohat achi earning karna seekh sakty hay seekhnay say he kam aty hay

        اب آن لائن

        Working...
        X