Robots ka istamal ??? kese??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    mujhy to is mai sub say buri cheez hi yahi lagti hay jnab,,mujhy robot bilkul bhi nahi acha lagta hay jnab...ye aik bohat eh acha business hay jnab lekin robot nhi ,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      dear maine kabi bi robot use nahin kiya main manual trading karta hoon manual trading best hai is se mera experince bharta hai maine suna hai ke robot trusted nahin hoty ye ap ko kisi bi time loss dy sakty hain.
      • #63 Collapse

        Robots are used in many fields and some of them are: 1. Vehicle and car factories, 2. Precision cutting, oxygen cutting, lasers, etc., First used for spot welding and die casting, industrial robots can now be used in a wide variety of industrial applications. Often used in arc welding, spot welding ???????
         
        • #64 Collapse

          forex aik profitable business hai aur forex mei aap greedy na kary aur forex mein robots use na kary aur manual trading kiya kary yeh acha hia aur aap is business mein lalch na karo aur studnets is business ko as a part time ly saktay hain.
          • #65 Collapse

            Forex trading main ham robot b use kar saktaqy hain or is say b ham tading kar saktayhain or is main profit ko b earn kar saktay hain or is main hamain asaney b hotey ha . or is say key hoey earning ko ham withdraw b karwa saktay hain .
            • #66 Collapse

              mere khayal mein tou mein yeh samjhata hoon k robot new forex tarders k liaye tou best hai lekin ager aap professional banana chahtey hain tou yeh aap k liaye theek nahi hai >>>>
               
              • #67 Collapse

                robots ko use karna koi mushkil nahi hota apne karna yh hota he apne woh robot wali file ko mt4 ke data folder me copy kar ke past karna he phir apne terminal se usko jis pair par lagana he uska chart open kar ke open kar dena he mt4 me auto tradig hoti he us par click krna he woh active ho jay ga
                • #68 Collapse

                  mere khayal mein tou mein yeh samjhata hoon k robot new forex tarders k liaye tou best hai lekin ager aap professional banana chahtey hain tou yeh aap k liaye theek nahi hai.roboot ko use krny k liy ap ko pc ko on rkhna pry ga q k roboot ap k pc mei instal hota hy ess liy jis pc per roboot instal hy us ka on rehna zrori hy.
                  • #69 Collapse

                    Robots ka istemal hum kar sakte hain lekin robots her waqt positive results nahi dety aur hum profit bhi kar sakte hain. Lehaza market main hamesha achi strategy adopt karen aur manual trading se hum acha profit gain kar sakte hain.
                     
                    • #70 Collapse

                      There are many peoples are use the robot trading.
                      But my opinion that the robot loss is very high.
                      We are try to perform the manual trading and we can earn the good money.
                      • #71 Collapse

                        bhai ap robot ka istamaal na hi karein to acha hain kyunke ap robot ka ostamaal akrte ahin to apko loss bhi hota hian jis se apkp account wash hojata ahin................
                        • #72 Collapse

                          Robots ka istamal nahi karna chahiye aur is tarah se hum is market main hum tab hi profit kar sakte hain manual trading karen aur is tarah se hum market main profit kar sakien. Market main hamesha achi strategy ki zaroorat hoti hai ta keh successful ho sakien.
                           
                          • #73 Collapse

                            robot ka istimal aap us waqat karay jab aap khud trade karana jantay ho robot bhi insaan nay hi banaye hain ur un ka kaam ka treqa bhe insane ke trf sa code kia gya ha tu lazme nehe ka insan na jo bnye ha wo thk ha us ka liye kafe bare investment ki zrort hute haaa
                            • #74 Collapse

                              bhai jaan robot ko use karnay kay lie aap ko 24 ghantay pc on rakhna parega ya phir is ka alternate yeh hota hay kay aap vpn service hire kar lain, macd and bollinger bands are indicators not robots.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Bhai man to yehi advice karo ga sab ko is man kabhi bi robot use nai karo because us sy app ko is man just loss hi hoga or app ka kuch bi nai krasko gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X