Forex trading k related sawalaat sy ghbrana ni chahiy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading k related sawalaat sy ghbrana ni chahiy
    Forex trading aik bahut ziada wasee business hy is main trading k related bahut ziada problems bi aaty hain to jo new member hoty hain wo sawalaat krny sy Senior sy ghbraty hain to istr wo apna nuqsan krty hain unko sawalaat sy bilkul bi ni ghbrana chahiy unko jo bi jis bi cheez ki samj ni aa rahi ho ap foran senior ya apny trading k teacher sy zaroor poocho kio k agr ap ni poocho gy to phr ap ko real trading main trading k doran preshani ka samna krna pr sakat hy to mushkil sy bachny k liy ap ko chahiy k ap forex k related sawal zaroor poocha kro aur hr senior ap ko khushi khuahi sawalaat ka jawab dy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear frend forex treading k mutalaq jo sawal hoty hai uny sy he mari learning hoti hai or hmarai malumat mai ezafa hota hai es liye hmaye chaye k jitni achi tarha es ka jawab dy sakty hai dy or zayada sy zayada apni malumat share kary ta k jo bat hmy pata ho os sy dosry log b faida otha saky.
    • #3 Collapse

      Trading ke mutaliq sawal se gabrana nai bal ke khush hona chaye ke is se knowledge aik dosary main transfer hota hai tu jahan se koi ghalti hoti hai tu phr in sawal aur answer se khod ki aslah ki ja skti hai.Agr koi bhi problem aye tu usay share karna chaye tah ke nuqsan se bacha ja saky
      • #4 Collapse

        Sawalat jo bi hon forex trading kmotaliq kisi member ko ni ghbrana chahiy kio k sawal wohi krty hain jo ksi bi cheez ko seekhny main ziada dilchaspi rakhty hain aur jo sawalaat sy ghbra k sawal ni krty wo apna nuqsan khud krty hain to main yehi khoo ga k ap sawalat lazmi kia kro apny forex trading k teacher sy
        • #5 Collapse

          G bro ap ny sahe kaha hy hamen forex k related jo bhee sawal hon un sy preshan bilkul nahi hona change kyo k ye chezen hamary liye bohat zaruri hain kyo kafi logo ko forex ki basic k bary mein itni malomat nahi hain matlab knowledge nahi hy aur chezen hamen seekhny sy aur koshish karny sy hasil hon gi
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
            Forex trading aik bahut ziada wasee business hy is main trading k related bahut ziada problems bi aaty hain to jo new member hoty hain wo sawalaat krny sy Senior sy ghbraty hain to istr wo apna nuqsan krty hain unko sawalaat sy bilkul bi ni ghbrana chahiy unko jo bi jis bi cheez ki samj ni aa rahi ho ap foran senior ya apny trading k teacher sy zaroor poocho kio k agr ap ni poocho gy to phr ap ko real trading main trading k doran preshani ka samna krna pr sakat hy to mushkil sy bachny k liy ap ko chahiy k ap forex k related sawal zaroor poocha kro aur hr senior ap ko khushi khuahi sawalaat ka jawab dy ga
            Dear ap thek keh rahe ho forex forum mai poche jane wale sawalat aur os ki posting pe agar ap mutalia karain tu ap ko boht c information mil jaye gii jis ki madad se ap apni learning aur trading ko mazeed behtar bana kar apni profit ko mazeed acha kar skte ho lekin os k liye ap ko mehnat he karni ho gii tab he ap acha enjoy karna ho ga ta k ap ko faida ho ap loss na karo forex aik behteen business hai jo ap ko boht he kam waat mai acha faida de skta hai bas ap ko serious ho k es mai kam karna ho ga tab he ap kch behtar earning kar skt eho aur apni life ko set kar skteho...
            • #7 Collapse

              g han bhai apki bat shai hai or ain apki bat se agree hun forex trading main jo new trador hoty hai un ko senior se help leny main ghbrana nahi chhaye q k un ka time aysa hota hai k un ko help ki zarorat hoti hai es liye apny expert se trading ki infortaion lety rhana chhyae ta k apko es main faida ho or ap bhi apna knowledge gain kar saken
              • #8 Collapse

                forex trading main theak say time dainay main he faida hota hay es business main money managemnet kar kay trading karnay main he faida hota hay esmain dil lga kar focus karnay main he faida hota hay jitna ziada time dainay main he faida hota hay esmain dil lga kar time daiany main he faida hota hay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
                  Forex trading aik bahut ziada wasee business hy is main trading k related bahut ziada problems bi aaty hain to jo new member hoty hain wo sawalaat krny sy Senior sy ghbraty hain to istr wo apna nuqsan krty hain unko sawalaat sy bilkul bi ni ghbrana chahiy unko jo bi jis bi cheez ki samj ni aa rahi ho ap foran senior ya apny trading k teacher sy zaroor poocho kio k agr ap ni poocho gy to phr ap ko real trading main trading k doran preshani ka samna krna pr sakat hy to mushkil sy bachny k liy ap ko chahiy k ap forex k related sawal zaroor poocha kro aur hr senior ap ko khushi khuahi sawalaat ka jawab dy ga
                  Ji Bhai aap bilkul theek Kar Rahe Hai humse Agar Forex trading se related Baatein Kal Ki Jaye to Hame Jab Rona Nahi Chahiye Kal ke phone ka reply sahi tarah se karna chahiye usse Hamari information ho raha hai na
                  FRD 07 TRADING JOURNAL

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X