Senior Traders lazmi nahi hamesha theak ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Senior Traders lazmi nahi hamesha theak ho
    Ye zaroori nahi keh senior traders hamesha sahi faisla lety hay agar hum unko follow kar rahy hay to humay chahiye keh khud bhi esmain apny knowledge ko use main laty huway focus karen agar hum totly un par chor dain gay to esmain earning nahi ulta loss bhi kar sakty hay humay khud mehnat karni chahiye ye sab say aham cheez hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai forex ka ussol hay k humain analysis lazmi karna chahiay agar hum analysis nai karty sirf or sirf senior ko copy karty rehtay hain or khud kuch learning nai karty to yeh stratigy fail hogi humari or ziada loss honay k chances hongay khud analysis karna bahut zarori hay .
    • #3 Collapse

      theke ya galat ki bat nhe har insan ap tor pe theke hi karta hy.lekan kabi kabi result uski favour mein nhe jata.ye ake trading hy yaha pe profit aur loss eska hisa hen.banda jitna bhi expert ho loss ho hi jata hy.senior se mashwara zaror lena chahye bhot c kam ki baten pata chalti hen
      • #4 Collapse

        merket main mere khayal say thek or ghalt nhe chalti merket main aapko achy achy and best best trader b apko keh dete hain k SL laga le qk merket kahi b move ho skti hain merket ka koi barosa nhe hota hain main tu kis 1 pair say 4 5 usd le lu tu nikal jati ho pher wait karti ho 5 usd cashout kar leti ho pher again koi b trade find karti ho ye lazmi hain nhe k merket hamare hisab say chly and jo best trader hum ko bata de vo lazmi and paka us tp ko hit kare ye mekret hain
        • #5 Collapse

          Dear frend mera yahe manana hai k yaha koi b senior nai hai kun k yaa koi b aisa nai hai jis ki learning complet ho chuki hai kun k yaha jab sy join karo tab sy ly kar end tak har din kuch new sekhny ko milta hai es liye mery khayal mai yaha sab he jounior hai.
          • #6 Collapse

            G Bhai jaan ap ny thek kaha hy mn ap ki bat sy bilkual agree hno kaun k agar hum khud per trust kary gy tu himeny boht faida hoo ga is lye humeny khud per yaqeen karna chayeh...
            • #7 Collapse

              Start main lot lagatey waqat yeh khiyal rakhain key kam sey kam invest karin 0.01 - 0.10 tak iss sey ziyada nahi, aur sath sath yeh bhi khiyal rakhain k bari currency par lot na lagayen, Start main bohat ihtayat sey invest karin, ziyada jaldi na karain, araam araam sy chalain agey ja key aap ko bohat fayda ho ga... Thanks
              • #8 Collapse

                Dear aap thek kaha rahay hain main aap ki baat sa agree karta hoon k instaforex trading aak sab sa different bussniss hay iss mai kohi be trader 100% droust ****la nahi kar sakta hay iss laya sab ko chaya k seniors hasab sa trade karna k sath sath apna analysis apna knoeledge ka be istamal karna chaya kyun k sseniors ka analysis galt be ho sath hay
                • #9 Collapse

                  Aap Ki Baat bilkul sahi hai Seene traders Ki Baat Hamesha money chahiye Kyunki on a boat his other experience on Knowledge hota hai woh trading kar kar ke phone hai bahut jyada Tujhe bajau kya hota hai isiliye Unse guide zaroor leni chahiye
                  • #10 Collapse

                    G han sir forex trading ek bohut hi complicated business hy aur is business mein humein kisi ki support ni leni chahiye han agar koi senior trader kahy to us ki bat manni chahiye lekin khud sy soch kar seniors bhi humesha sahi ni hoty seniors galat bhi ho sagty hain aur mere manna hy k kisi bhi halat mein kuch bhi aur kisi ko bhi follow ni karna chahiye forex trading hamesha apny mind par karni chahiye
                    :1f63b:​BE HAPPY
                    • #11 Collapse

                      G Hn Dosto ye bt Bilkul Thk hy k ye zroori ni hy k senior jo b bt khy wo theak hy senior k khe hui bt b galt ho skti hy esy jb b ap apny senior sy koe mushwara ly to ap ko chy ap os bt ma apna knowledge b use kry agr wo bt ap ko senior ki bt k mutabik sai ni lgti to ap ko chy ap wo kry jo ap ka knowledge kheta hy kiun k senior ki khe hui bt galt b ho skti hy
                      • #12 Collapse

                        Dear galtia sab se hoti hai lekin yeh hum nahi khe sakte k senior galt hai , may b jo chez wo ker rhe ho us per un ki koi apni souch ho wo apne account management k hisab se risk ly rahe ho lekin jab wo aap apne souch se souche gay aur apni account k mutabiq kuch aur risk ly gay tou aap ko us mein nuqsan he hota hai , isleye sunne sab ki kare apni souch k mutabiq.
                        THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
                        • #13 Collapse

                          g bahi apki abt shai hai or yah bat main ny khd dekhi hai jo k expert trador hoty hain un ko bhi loss hota hai yah bat nhai hoti hai k un ko loss nahi hota hai boht se senir trador bhi account ko wash krawa lety hain es liye yah business aik trah se luck by chance ka bhi bhi kbhi kbhi hota hai es liye es main hmain loss ko face karny ka mind bna lena chhyae
                          • #14 Collapse

                            agar hum forex trading main regular base par earning karna chahty hay to humay chahiye keh knwoledge ko enhance karen kyun keh enhance kar kay kam karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen hoti hay es business main agar hum seniors say trading kay bary main knowledge gain karen gay to market main bohat achi earning kar sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G dear friend ap kio b sahe hy mn ap btana caho ga keh seene ki bt hmensahn money cahiya kiunkeh on hy bahot hius other experience on knowledge hota woh trading kar kar ky phone hai bahoy ziyada hme

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X