Agar hum chahty hay keh forex trading main profit earn karnay ki ratio ko increase karen to en chand bato ka khyal karna chahiye
- Humay hamesha lot size ko manage kar kay trade place karni chahiye
- Hamesha money managemnet karni chahiye
- Stop loss aur take profit ko lazmi use karna chahiye
- Risk management bhi zaroori karna chahiye
- Emotions ki zad main aa kar kabhi trade nahi karni chahiye
- Sabar kay sath wait karna chahiye market ka achy chance milnay par he trade ki jaye
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим