Best for student .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best for student .
    Dekhney mn aya hy jo forex hy is mn agar jo student gareeb hy or is k pas apni learning k paisy nhn hy tu wo forex mn mehnat kar k apni study start rakh skta hy ..ap sb member is k bary mn kya kahney gy .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa profit lana ha to per hum ko first time collage ya school ma dana hoga laken hamara second time forex ko dana hoge per hum ko bohat achi profit hoge esleya hum ko chahaye ka hum apna part time forex ko da taka hum ko learning ka sath sath earning be hota raha.......
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: munawarkhan پيغام ديکھيے
      Dekhney mn aya hy jo forex hy is mn agar jo student gareeb hy or is k pas apni learning k paisy nhn hy tu wo forex mn mehnat kar k apni study start rakh skta hy ..ap sb member is k bary mn kya kahney gy .
      Bhai jaan mai Aapke Baat se agree karta hoon aur Main aap logo se request bhi Karunga Ke Jo Koi poor student aur study continue nahi kar sakta money problem ki wajah se to aap usko forex4you join karwa de Jahan propose Karke bonus Banaye aur usse profit Banakar apni study continue kare
      • #4 Collapse

        Aslam o alikum Dear friends Instaforex students kaliya kafi Acha hey kio ke is business mein asani hey students ko experience be melta hey is business say .mushkal kam nahi hey students be is online business mein hasa lay sakta hey
        • #5 Collapse

          student agar forex trading ko apni zaroorat tak espe kaam karain gay sirf positive response kay liye tou unkay liye best hay kay wo apni study kay expense ko forex income se pura karain magar apni study ka time yahan na den estarah unki education disturb hogi sirf farigh time wo aik schedule rakh len wo time den....
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: munawarkhan پيغام ديکھيے
            Dekhney mn aya hy jo forex hy is mn agar jo student gareeb hy or is k pas apni learning k paisy nhn hy tu wo forex mn mehnat kar k apni study start rakh skta hy ..ap sb member is k bary mn kya kahney gy .
            Bhai Mere Khayal mein Park Forex from Ek bahut hi achi aur munasib Jagah hai trading ke kaam ko sikhne ke liye Aur Ye Ek Kisan ka teacher hai aur aap Iske isme acche student band kar kaam kare toh aap ko bahut jyada fayda hoga
            • #7 Collapse

              G haan forex trading har kisi kay liye mozoon kaam hai lekin iss py completely depend nahi kia jaa sakta kiun kay iss main success rate bohat kam hota hai agar aap ko iss main maharat chahiye to us kay liye proper learning ki zaroorat hoti hai students bhi iss ko learn kar kay iss main achi income earn kar saktay hain
              • #8 Collapse

                G bhai mn ap ko btana cahon ga keh best student woh hoty hn jo Mehnat kren aur apni posting ko behtar kren aur achi sy acha kren aur cahiya keh hm mehnat kren aur jub bhi post kren acha kren apna acha knowledge ka use kren aur behtar sy behtar wording write kren
                 
                • #9 Collapse

                  is main koi shak nahin he keh yeh business students keliye bohot hi acha online business hey aur student log apne ghar ke ander beth kar part time is main achi trha se work kar saktey hain aur apne liye aik acha future bana saktey hein aur is main apni pocket money hasil kar saktey hain.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    dear friennds, Pakistan main bahut saray students financially problem ki waja say study continue nai kar patay....aisay students ko forex bahut achi opportunity provide karta hay...q kah es main students part time kam kar k apni study k expenses afford karnay k kabel ho saktay hain.
                    • #11 Collapse

                      Sweet students...
                      Forex trading students k lia best job aur bussiness hai..q k jo student ala study offord nae kar skty wo forex trading bussiness join kar k apni study ko jari rakh sakty hn aur apna study ka kharcha offord kar sakty hn..is lia ye studnt k lia best hai best...
                      • #12 Collapse

                        Forex ka business students ke liye Kafi accha aur best business creates kya Samjha Jata Hai office business mein kabhi bhi kisi bhi time par invest Karke Apne account se Kafi Zyada earning kar sakte hain aap ko Kafi minute karne ki Ijazat Zaroorat Nahi Hoti Hai aap apni study ko bhi time de sakte hain
                        • #13 Collapse

                          g my dear friend aap nay teak kaha hai kay forex trading main student kam kr kay kafi achi earning kr sakty hain first time wo school clg ja kr study krain second time main ap nay expense kay laiy Forex say earning krain laken es say phly wo forex ka knowledge hasil krain
                          • #14 Collapse

                            forex student k liye bhot he best hain bhot he best agar aaap 1 best student hain and apni stidy k sath sath forex ko b learn kar rahy hain jsy k class hoti hain asi tara agar aap forex main study kar rahy hain 30 mint agar aaap forex ko de tu feature main aap forex say bhot fiyda le skte hain job k sath sath forex say b aaagar aap monthly 100$ b earn kr lete hain tu mujhy nhe lagta hain k 1 student k liye ye bura rahy ga student ko chahaiye k forex main bhot bhot time spand kare forex aapki zindagi badal skti hain studnet ko tu chaiye k 5 6 7 mah demo pay kaaam kare jaab student k pas invest aa jygi tu real us time vo forex main master ho jygy and acha earn kare gy really
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih pak forex forum per trading kerna aik worlwise bussiness ban gaya hy jis sey ye jo student hen gareeb gharano sey un ko is men online work mehnat sey ker kih achi earning ker daktey hen jis sey apni zarurtu ko pura ker saktey hen is ko aik part time job bhi bana saktey hen .......

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X