loss ka dar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    NHE MUJHE LOSS KA DR NHE HA Q K MA NE INVESTMENT NHE KE YAR TO TUM KYON DARTE HO BHAI OR LOSS KA DR APNE DIL-O-DAMG SE NIKAL DO PLEASE TRUS FOR FOREX THANKS

    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      han gg wsy loss ka darr tou sb ko rehta hai mgr iska faida hota hai ky ap hr qadam buht dehan sy rkhty ho yani ap buht smjh ky trading krty hein
         
      • #303 Collapse

        jo insan zada expert hota hai wo loss sy nae darta ur risk ly leta hai lekin wo risk usky liye buht faidy mnd hota hai wo mazeed profit hasil kr leta hai
         
        • #304 Collapse

          G brodar khuch easa he hota hy k ap loss k dar ki waja sy zeada risk nahe letay jo boht dafa zeada faiday mund sabit hota hy,agar ap infavour market trend trading karein gy to loss kum ho ga,or profit zeada ho ga.
          • #305 Collapse

            Mere piyare bhai los ka dar har trader ke pas hota hai . Hame chahiye ke hum teading me na dare kioke jo dar gaya wo mar Gaya. Hame chahiye ke hum pooree tayari ke sath trading me aye raake hame lost ka dar na ho.
            • #306 Collapse

              G han ye to aik insani syci ha keh hamain loss c dar lagta ha aor ici waja c hmm khul ka trading bahi kar pata aor trading main apna goal ko hasil nahi kar pata. Agar hmmm full confedence ka sath trading karaiin to hmm easily apni limit ko achieve kar sakta han.
              • #307 Collapse

                ji han sir ji app bilkul theek kah rahein han ke forex trading main bohot se log loss ho jane ke dar ki wajah se risk bohot kam letainy hain jis ki wajah se un ko kum hi loss hone ka samna hota hai agar wo hard working karein or muqamal knowledge gain karein tu is main humara hi faidah hai ........
                • #308 Collapse

                  haan bhai jee forex k bary jo dr hmary ander hota hai uss dr ka hume faida bhe hota hai k hum uss dr ki bina per koi aisa risk nhe lety hain k jiss sy hume koi bra loss ho dosra hum bry dhean sy trading krty hain r phr iss ka faida ye hota hai k hum profit pe profit hasil kerty jaty hain
                  • #309 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: imran12 پيغام ديکھيے
                    kiya ye bat drust hai ke ap ke andar loss honay ka jo dar hota hai wo ap ke liye behtar sabit hota hai q k is se hum bhot xiada risk lainy se bach jaty hain ?
                    app ne bohet ashi baat ki he or me app ki baat se agree kerta ho kiun ke pakistan forex forum per app ko akk baat ka khial rakhna ho ga ke jeb app ko pakistan forex forum per 2 post kerny ke bad 5 mints ka faraq rakhna ho ga is liye app ko loss hony ke chance bohet kem ho jaty he is liye app loss hony se bech sekty he...
                    • #310 Collapse

                      loss ka dar tu sabhi ko hota hai aur forex aik international legal business hai aur forex mein greedy sy mein avoid karta hoon aur aap ko bi is business mein ziyda money ki lalch nai karni chaiye pir aap sahi tarah sy trades kar sako ge otherwise is risky business mein apni money loss kar de gy .
                      • #311 Collapse

                        ap ko loss say nahi darna chayie aur forex aik business hay ap is ko learn karay aur is ko game na samjhy kiyon kay yeh aik risky business bhi hay jis ki waja say loss hota hay aur ager ap forex mein experience hasil nahi karayn gayn tu ap loss kar dayn gyn isi liye ap ko chayie kay forex ko learn kar layn .
                        • #312 Collapse

                          bhai app na ya thred bohut achi bnai waqai loss ka dar to bohut hota hay ka kahi market nichy gai or loss hona shororo or too or ager app ka pas jitna balnse hay us sa zada ka loss hogya to samgho bas khatam
                          • #313 Collapse

                            if a trader feel fear of loss then he cannot success he will fail. all business are full of risk in the world so we should not fear .otherwise you will not win.it should note when loss come then you can learn from this loss . loss is sign of success.so you should not fear of loss.
                            • #314 Collapse

                              ye capital pe depend karta hai agar capital ziada hai to loss ka risk lia jaa sakta hai kiu k ye aik ache profit ki taraf bhi le jaa sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                yar mera yeh manna hai k loss ka dar dil main rakh kar trade karne se ap thek trade nahi laga saktay q k ap dar ki waja se ghabra jatay hain aur koi galt point py trade laga detay hain.is liye dar na rakhtay huay trade karni chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X