Daily Post limit aor count kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Daily Post limit aor count kren
    Dear trader maen aplogo ark simple see bat batana chahta lekin is ka bhi aksar logo nai pata aor wo daily limit see ziada POst Kar dety hen to unkilie Hy jabbap post karty hen kisi thread pe to apko ark Chez Nazar aye ge aor wo thread ke samne green color ka nishan ban Jaye jis ka matalb Hy AP ne yahan pe post Kar chuke chuke hen to AP in green color ko count kr ke apna post ka andaza laga sakty hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul aapki baat se main agrred hoon hamen posting aik discipline aur time table se hi krni chahiye aur hamari koshish ye hini chahiye k ham pak forum pe jo bhi work kren wo aik discipline k sath ho to tabhi hamare liye behtar ho sakta hai agar ham dicipdisci k sath work ni krte hain to ham kabhi bhi apni trading se better results ni le sakte hain isliye hamen jab bhi koi post krni ho ro pak forum k rules k motabiq hi kren
    • #3 Collapse

      g dear ap ney achi bat kahe hey traders hazrat k lye hey jo traders apni posts apni limits k mutabik kerty hen to un k pas notifications paunch jati hey or is k lye traders ko achi posts apni limits k mutabik kerni chahen is sey wo aachi earning kerty hen............
      • #4 Collapse

        Dear members har trader apni marzi k mutabiq jitni mrzi chay post kr skta hai pr daily post krni chaiey or ziyada sy ziyada krni chaiey km sy km 50 post daily krni chaiey or jitni ziyada post hogi utna he ziyada bounce mily ga
        • #5 Collapse

          slaam to all forum members...bilkul baz dafa kush member iyk he post ka 2 bar reply kr deta hian us ka lyia jab app thread ka reply krin tu app ko left side main iyk cotha sa green icon ban jye ga jiss sa app ko idea ho jye ga ka app na is thread ka reply kr dyia ha ur app na kitni post ka reply kr dyia ha ya app kitni thread bna chuka ho ya information app ko my profile main nazr aye ga..
          • #6 Collapse

            Hna g ap ny thek kaha hy huneny daily apni posts ko thek tareeqy sy count kary is k bad humeny phr account ka jo balance hy is ka andza bounce milney k bad lagna chayeh kaun k agar hun is mn zaida sy zaida mehnat kary gy tu humeny os mn mehnat karni ho gi is mn is k bad he ja k kuch na kuch faida ho ga...
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa profit lane ha to per hum ko daily basic pa 50 post karna hoga per hum ko chahaye ka hum knowledge able post kara or sath me acha post kara per hum ko bohat achi profit hoge esleya hum ko hamasha apna posting ko maximum limit tak karna chahaye ...........
              • #8 Collapse

                Pakistan Forex forum kay members daily base per iss trah say b apni posts count kar sakty hain . Iss ke elawa b app apni profile mai ja kar last posts wala option selct Karin tu app apni last posts daikh sakty hain aur in ko daily base per count b kar sakty hain . iss trah say b app apni last posts aur thread check kar sakty hain.
                 
                • #9 Collapse

                  Han sir g ap ki bat thek hy k bohut sy log laga tar posting karty rehty hain aur limits ko ni dekhty aur un ki mehnat bekar ho jati hai is liye malom hona chahiye k limit kitni hy mere hisab mein limit jitni bhi ho 10 post daily karein cauont kar k par day 10 posts hi karein bus taky ap ki mehnat zaya na ho aur ap tention mein na ayin
                  :1f63b:​BE HAPPY
                  • #10 Collapse

                    Dear friends, ap nay bilkul thk kaha hay hamain limit say zayada posts nai karni chaheay...q k limit say zayada posts karna pak forum k rules k against hay...so hamain apni posts count karni chaheay aur limit say zayada posts nai karni chaheay.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: FXSwiss پيغام ديکھيے
                      Dear trader maen aplogo ark simple see bat batana chahta lekin is ka bhi aksar logo nai pata aor wo daily limit see ziada POst Kar dety hen to unkilie Hy jabbap post karty hen kisi thread pe to apko ark Chez Nazar aye ge aor wo thread ke samne green color ka nishan ban Jaye jis ka matalb Hy AP ne yahan pe post Kar chuke chuke hen to AP in green color ko count kr ke apna post ka andaza laga sakty hen
                      Humne Forex Forex trading post karne Ke Liye Koi Hame chahiye coming Delhi maximum post separate Se Pehle Se Jyada Se Jyada 4 Hamid thanks bhi ziada lgyn gy or hamain acha bonus bnanay k moka mil. Jai. Ha
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: FXSwiss پيغام ديکھيے
                        Dear trader maen aplogo ark simple see bat batana chahta lekin is ka bhi aksar logo nai pata aor wo daily limit see ziada POst Kar dety hen to unkilie Hy jabbap post karty hen kisi thread pe to apko ark Chez Nazar aye ge aor wo thread ke samne green color ka nishan ban Jaye jis ka matalb Hy AP ne yahan pe post Kar chuke chuke hen to AP in green color ko count kr ke apna post ka andaza laga sakty hen
                        Hame daily post sale limit ke hisab se Karni chahiye aur Kabhi B ****l post se nahi karni Jayenge mulke quality post Karni chahiye Tak Hai Hamari post go achievo value meal aur Hamara bonus bhi accha Ban Jaye
                        • #13 Collapse

                          Hum Apni Delhi ki bonus chahte hain toh Hame chahiye kya me 70 70 post kare Takia main Jyada Jyada profit hasate ho sake Kyun Kiya Itna Jyada post Karenge Aap Ko Itna Jyada bonus Milega Itna Jyada bonus Milega Jyada profit Hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            brother ye koi tareka nhi hai post ko count karny ka ap ne jo pechly din post ki hon wo ap ko apny profit me about par ja kar total post se pta chal jati hain or ap un me se 4 thread minus kr lo jo apny pechly din keye hon gy baki ap ne jo es din post karni hai wo us me plus kar lo ap ka target samny hoga or us me 4 thread b plus kar lo total post ap k samny hon gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee dear ap ne correct kha hay ager hum is forum main ziada posts krain gay to hum ko jo posts ziada hoon gi un ka bonus ni milay ga is lie hum ko only poori poori posts he kerni chahie aur jo post hum ker latay hain us thread k samne jo green color ka nishan hota hay us se b humin apni posts ka pta chal jata hay aur wo posts hum ne ki hoti hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X