under pressure a kr trading krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    under pressure a kr trading krna
    salam dosto,

    under pressure a kr trading krna kasa hai ?

    dosto me ap sub ko ye baat batadun k dekhen hum koi bhi kaam pressure me a kr jab krte hain to us se hume loss ka samna he hota hai means hume us me kameyabi ni balkay nakami he milti hai esi lia hume chahe k hum under pressure na aye chahe hume loss hojaye phir bhi hum relax mind se fresh hokr trading karen khas kr k next day karen to zada acha hai q k same day me hum krte hain to humare loss ka asar humare dimagh par us din zada hota hai jis se hum or zada loss kr skte hain dosto
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    humay fresh mind kay sath he trading karnay main faida hota hay agar hum presure main aa kar trading karen gay to humari trading achi nahi hoti ulta hum market main earn karnay ki bijaye market main loss he karty hay aur humay chahiye keh aisa na karen balkeh market main theak say focus karen tab he safe earning kar sakty hay
    • #3 Collapse

      market main agr kam karna hay to is main ziada pressure say kam nai karna ho ga humain active ho kar kam karna ho ga ta kay kam karna asan ho sakay is main stress free ho kar kay trade karna hoti hay kun kay jab hum hurry ho kar kam karty hain kuch hasil nai hota hay humain fresh rhna chahiye
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Ali 4043 پيغام ديکھيے
        salam dosto,

        under pressure a kr trading krna kasa hai ?

        dosto me ap sub ko ye baat batadun k dekhen hum koi bhi kaam pressure me a kr jab krte hain to us se hume loss ka samna he hota hai means hume us me kameyabi ni balkay nakami he milti hai esi lia hume chahe k hum under pressure na aye chahe hume loss hojaye phir bhi hum relax mind se fresh hokr trading karen khas kr k next day karen to zada acha hai q k same day me hum krte hain to humare loss ka asar humare dimagh par us din zada hota hai jis se hum or zada loss kr skte hain dosto
        under pressure cooker trading karna traders ke liye wo Sada dangerous Hota Hai Kyun K traders Jabbar and depression local train karte hain toh Woh kabhi bhi achi training nahi laga sakte hain Kyunki US time in command proper kaam nahi karta
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          market main kam karna hay to is main pressure say kam karna ho ga is main active ho kar kay kam karna ho ga jis say market main loss km ho ga is main boht learning ho gi tab hi kam karna asan ho ga fresh mind ho kar kay kam karna ho ga ta kay market main stay karna kafi ziada loss km ho sakay
          • #6 Collapse

            Dear agar ap under pressure trading kary gye tu loss he hu ga becoz pressure ma insan ziyda tar trend k opposite he trade lagta hy so jis din ap per bht pressure hy us din trading na kary forex 1 bht relax mind ka business hy jis ma analysis ki bht zaroot huti hy.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Bhaut he acha idea dia ha ap nay in fact loss ka assar waqai dimgh pay rehta ha. Aksar loss k doran hum nerves ho jatay hain aur under pressure main a loss recover krnay k chakr main bri lot lga detay hain without market analysis jis say hota kia ha loss recover ki bjaye hmain aur loss hota ha so ap nay thek kaha ha k agr loss ho jaye to kam az kam us din trading na krain bal k next day fresh aur relax mind k sath trading krna ziyada behtar ho ga.

              اب آن لائن

              Working...
              X