poste karna itna asan nai hai brain ko fresh rakhna parta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    poste karna itna asan nai hai brain ko fresh rakhna parta hai
    salam brother main kehna chahta ho posting koi asan kam nai hai samjh samjh kar posting karna hoty hai brain ki energy use hoty hai soch samjh kar suwal ka juwab daina hota hai behtar hai apnay brain ko fresh rakha jay walk dor b ki jay brain food k sath green tea b use ki jay zaida behtar hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jab b hum posts karty hain to humain is main active ho kar kam karna ho ga kun kay market main kabhi loss ho sakata hay or profit ho sakta hay magr is loss profit kay liye bonus ka hona zarori hota hay to huamin posts say hi bonsu hasil hota hay so bonus ki khatir humain posts ki quality ko acha rakhn ho ga
    • #3 Collapse

      Dear bro ap ki bat bilkul thk hy ke pak forex forum per posting kerna koi easy ni thread ke inthikhab kerna post ke liy content choose kerna koi easy ni hy, posting ke liy pehly mind ko fresh kro aur phir posting kro jub ap ka mind fresh ho ga to hi ap ke mind main ashy ashy words ain ge aur ashy ashy topic ap choose ker sakin ge
      • #4 Collapse

        agar hum fresh mind kay sath trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karty huway kam karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money managemnet karty huway he kam karna chahiye
        • #5 Collapse

          yes dear, mn ap ko batan chahta hun kih posts kerna g bilkul asan kaam nai hy is liye kun kih is mn mind ko fresh rakhna perta hy or proper time dey ker achi or quality posts di ja sakti h is liye new hazraat posts dilchaspi k sath karen or or acha bonus hasil karen g thanks...........
          • #6 Collapse

            forex forum par humay jo posts karni hoti hay wo forex trading kay related he hoti hay aur agar humary pass forex trading kay bary main knowledge hay to humay chahiye keh esko lazmi share karen kyun keh agar hum share karen gay to he sab logo ka faida hota hay hum bhi es say bohat acha knowledge gain kar sakty hay
            • #7 Collapse

              Gee sir forex forim main posting karna bhee easy nahi hay es kay liay good trading ka knowldge hona zaroori hay, es key sath sath psoting thread kay mutabiq hona bhee zaroori hay , jes trader ko acah knowledge ho wohi easrning kar sakta hay, es liay low knowledge ki waja say new trader first trading main loss kartay hia,
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                jab b posts likhni hoti hay to humain mind ko fresh kar kay kam karna ho ta kay posta ka reply acha ho sakay kun kay posts ka reply karny kay liye humary pass enogh maloomat ho gi to hum kuch likh sakty hain or humain asani say ach abonus mil sakta hay mind ko stress free kar kay kam karna ho ga

                اب آن لائن

                Working...
                X