Trailing stop ki ahmiat forex trading ki market main

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trailing stop ki ahmiat forex trading ki market main
    Forex trading ki market main trading k doran ziada sy ziada profit leny k liy bahut ziada tools mojood hain jin ko ap trading main use kr k profit ko ziada kr sakty ho aur loss ko ghta sakty ho to in main sy aik tool trailing stop ka hy agar ap is tool ko trading k doran use main lao to ap forex trading main trading k doran bahut ziada positive result ly sakty ho aur ap ko apni trade main zaroor faida mily ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bilkul aysa hi ha ham trading me differnt tools ku use kr sktay hy is lye jb bhee trad kry tu hmesha chokana rahe agr khas zrorat parhe tu ap trailing stop use kr sktay hy aur ye trading me kafi faida dety h jis ky nataij kafi masbat ate he aur ziada los ka khtra nhi rahta.
    • #3 Collapse

      pehli baat to ye hy k trailing stop ka option laptop ya pc py hota hy mobile k MT4 mein nhi hota aur trailing stop bahot zabardast option hy trading mein keun k isky istemaal sy trading mein zyiada loss k chances kam hoty hain aur trailing stop pips ki bjaye points mein lagana parrta hy
      • #4 Collapse

        yes hum mt4 par tool use kar k achi trading or profit hasil kar sakte hai hum ko ek ek indicator ko b sikhna ho ga har indicator apnay apnay tarike se faida daite hai hum indicator ko searching kar k sikh sakte hai google or youtube se is k bad news se b boht kuch sikhnay ko milta hai
        • #5 Collapse

          ye forex trading mai bohat acha option hota hay is say hamain market mai koi khas point pr order pkarny k liay live nahe rahna parta ap apna trailing stop ka option use kar k asani k sath market k trend mai apna order utha sakty hain aur chahay to long term mai b ye option zeada tar news k waqat trading mai use hota hay magar ye bohat zabardat bat hay hamain ye critical point pr boht sari problems sa bachata hy
          • #6 Collapse

            bhai jaan ap ka sawal boht acha hy is mn ap ki bat sy mn bilkual motfiq hno kaun k is mn humne chayeh k hum her ak trade k sath yeh laga dny tu humney boht faida ho ga is lye humney chayeh k hum is mn sl yahne stop loss ko apni trade per laga dny ...
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Musakhan پيغام ديکھيے
              Forex trading ki market main trading k doran ziada sy ziada profit leny k liy bahut ziada tools mojood hain jin ko ap trading main use kr k profit ko ziada kr sakty ho aur loss ko ghta sakty ho to in main sy aik tool trailing stop ka hy agar ap is tool ko trading k doran use main lao to ap forex trading main trading k doran bahut ziada positive result ly sakty ho aur ap ko apni trade main zaroor faida mily ga
              Stop loss zerodha trailing stop easy forex market mein bahut jyada Amir and trailing stop the Mother's Day traders eat read Love Main Karta Nahi Hoti or unke trade profit Mai ki Jati Hai trailing stop we trading ke liye Kafi acha Hota Hai
              • #8 Collapse

                Forex trading main jitny bi tools trading k liy istamal hoty hain un main traders ko bahut ziada faida hota hy aur jo traders kehty hain k tools k bina trading main kamyab ho sakty hain to yeh na mannny wali cheez hy ,tools aue indicator ap ko forex trading main bahut ziada profit deny ka zarrea hain aur jaisy ap ny kaha k trailing stop ka use ap k forex trading k business main ap ko us main kamyab kerny ka zareea hy to is liy istra k tools ko zaroor use krna chahiy
                • #9 Collapse

                  Of course friends, forex main loss ko kam karnay aur profit ko increase karnay k leay bahut saray tools majod hain...agar ham un k baray main learn kar lain to acha profit earn kar saktay hain...unhi main say ek tool trailing stop hay, agar esay trading main use keya jaey to acha profit earn keya ja sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    han g ap ne bilkul thek kaha hai forex me kam karna boht difficult kam hai or hard work hai es lye es me asani paida karny k lye kuch tools hain un ko use kar k ham market ko samny me asani paida kar sakty hain asy boht se softwares hain mgr in ko sekhna bhi zarori hota hai ap ne trailing stop ka naam btaya hai agr posible ho to ap es ko explain bhi kar do ta k jin ko nhi pta es ka wo es k bary me jan sakain or eska faida utha sakain
                    • #11 Collapse

                      agar hum trailing stop ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main khoob mehnat karni chahiye kyun keh mehant kar humari trading bohat achi ho sakti hay aur trailing stop ko humay real account par use karnay say pehlay demo account par practice karni chahiye tab safe reh sakty hay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        trailing stop asal main running trade main use kea jata hay eska faida hota hay keh hum market main profit ko ziada kar saky aur esko humay pehlay demo account par trade karni chahiye agar hum us par trade kar kay acha earn kar lain gay to he esmain profit genrate kar sakty hay es buiness main mehnat ziada karni chahiye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X