Kia zyada bonus per earning bhi zyada ho sakti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia zyada bonus per earning bhi zyada ho sakti hai
    Bonus agar bahot zyada ho aur loss bhi bahot zyada ho jaey tou recover kerty kerty bahot time lag jata hai aur kam bonus waly zyada bonus waly sy earning zyada ker lety hain aur itna zyada loss recover kerny ki bajaey account wash kerwana hi better lagta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai yahan bat bonus zayada ya kam ki nahin hai balkeh baat hai ap k knowledge ki aap ko ager trading ka knowledge hai aap ne ager us ko seekha hai us ko study kia hai to phr aap profit me jaen ge chahe ap k pas bonus kam ho ya zayda ho us se koi farq nai parta aur dusri bat k jitni zayada raqam ho us me profit aur loss bhi utna e zayada ho skta ha
    • #3 Collapse

      Gee haan bhai aap ka bonus jitna zayada ho ga aap ka account balance barhay ga aur jab account balance zayada ho ga tou aap zayada bari lot ki trades laga saktay hain jis se aap ko profit bui zayada ho ga iss lye apnay bonus ko safe rakh kar trading karain ta kay aap ka bonus barhta rahay
      • #4 Collapse

        bonus ko use karna hay to is main kafi mehnat say kam karna ho ga kun kay jab b hum kam karty hain to is main bonus ka use karty hain kun kay bonus kay use say humain maloom parta hay kay kitni lot ko lga kar hum kam kar sakty hain is main ziada lot ho gi to hum ziada achy say kam kar sakty hain
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Dear members zrori ni hai k ziyada bounce py ziyada profit hoga ye aik business hai jis me loss b ho skta hai baz uqat achi earning b ho jati hai ziyada bounce pr but is k lie mhenat krni prti hai or loss to aik business ka hisa hota hai
          • #6 Collapse

            slaam to all forum members...hota tu isa he ha jab app ka baz dafa isi satuation a jati ha ka app ka bonus bhe boht zyida hota ha ur loss bhe ab app ya sochta ho ka loss recover kron ya bonus account ko wash hona dyia jye ya wqie he iyk tough fesla hota ha app ku kush decision soch smj kr lena chye kyun ka app ko dobra nye sira sa mehnt krna prti ha jo ka iyk lamba time bhe mangti ha..
            • #7 Collapse

              Bhai jan bouns zaida ho to acha hy kam bouns sy lakin bouns zaida matter os waqat krta hy jub ap k pass experience ho knowldge ho time ho planning ho to ap ka kam bouns he ap ko zaida profit main ly jya ga aur agr ya sub kuch ni hy to zaida bouns b ap ko zaida profit ni dy ga shyd ap ki luck ap ka sath dy jya to wo aur bat ho sgti hy
              • #8 Collapse

                humain is main posts ko likhna hay to is main achy say kam karna ho ga kun kay agr hum ziada achy say posts ko likhty hain to huamin ziada acha bonus hasil ho saktai ahy ye nai hota hay kay qualtiy achi nai ho gi to chaaly ga aysa bikul b nai hay humain achy say posts ko lihna hota hay ta kay bonus hasil ho
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
                  Bonus agar bahot zyada ho aur loss bhi bahot zyada ho jaey tou recover kerty kerty bahot time lag jata hai aur kam bonus waly zyada bonus waly sy earning zyada ker lety hain aur itna zyada loss recover kerny ki bajaey account wash kerwana hi better lagta hai
                  Main aapki baat sy itefaak nahe karta. Agar aap k pas bonus zayda hay to aap trading achi tareeky sy kar sakty hain. Aur aapko us hisaab sy profit bhe hota hay. Lekin es baat ka khayal zaroor rakhin k aap bara account ho ya phir bilkul chota account ho aapny money management ko saath lay kar chalna hota hay. To aap accnt wash karwany par apni saari mehna jo zaya karty hain us ka koi faida nahe hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X