Forex Market Vs Fruit Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    fruits market main aap ko sirf fruits hi milty hain uska koi pair nahi hota koi shares nahi hoty lakin forex international market hai is main aap ko loss profit hota rehta hai is main pairs k shares milty hain jin ko aap buy ya sell karty hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex mai fruit pair too nhi hai liken curancy kiy elawa aor pair zaror hai jisy metal oil etc fruit ka bussiness online kise ho sakta hai yeh mushkil hai fruit say say forex acha kaam hai.
      • #18 Collapse

        Bhai forex aik bohat hi acha business hay ye online dunia ka best business mana jata hay aur ap yahan pay forex ko kis market k sath compare kar rahay hain forex is totally a different market from fruit market forex business ki apni aik monopoly hay ye aik international business hay aur is pay kaam karnay walon ki tadaad bohat ho chuki hay yahan pay dunia k halaat o wakeyat k hisab say commodities ki prices hoti hain
        • #19 Collapse

          dear forex trading mai maine hamesha say he forex markets per he analysis ki hai and mje fruit markets k bare mai itna ziyada ilam nhe hai kiu k mai is kaam mai abi tw new member hu and mai ziyada tar gold and currencies per he trading kar raha hu is k elawa maine or kissi markets per trading nhe ki hai
          • #20 Collapse

            market main humain kam karny kay liye humain sab say phly learning karni ho gi magr humain is main lain dain hi karna hota hay is main humain currency main kam karna hota ha y
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #21 Collapse

              Fruit market main apko trading kerny ky liay kafi hardwork required hota hai mental toughness ky sath sath physical toughness bhi bardashat kerna perti hai but apko profit zarur hota hai chahy thora hi ho but forex market main easy job hai aur profit bahot zyada hasil ho sakta hai but risk of loss bhi bahot zyada hota hai
              • #22 Collapse

                forex market boht acha buseinss hay hum is main trade karty hain agr humain success hasil karni hay to leanring kar kay achy say kam karna ho ga is mainn lain dain karna hota hay
                • #23 Collapse

                  forex market main agar hum sahi say earning karna chahty hay to humay chaihey keh esmain sahi say study karen aur demo account par practice karen tabhi hum esmain kamyab earning kar sakty hay
                  • #24 Collapse

                    hamain is main trade karny k liye experience hasil karna ho ga ta k loss kam ho skay aur analyse kar k hi hum market main trade karni ho gi aur market ki movement ko dekh k hi trade karni ho gi it is best job
                    • #25 Collapse

                      Yes mai bhe yahee kahon ga k fruit market aur forex market mein boht farq hy kyo k ye dono aik kisi hisab sy nahi ho sakti kyo fruit market mein local hota hy sab kuch jab k forex aik international market hy jis ka koi sani nahi hy
                      • #26 Collapse

                        Dear forex r fruits markets mn bht difference ha wo is tarah k fruits market mn ap ny fruits lye r bechna start kar dia ab gahak ka ana ap ki luck ha us mn ap kuch ni kar sakty mgr forex trading skill,experience r planning matter karti ha.agr ap in bato ka khyal rakhein gy to profit zaroor earn karein gy.
                        • #27 Collapse

                          hahaha sar aesa nhi hay forex ek acha busniess hay koi fruit ki dokan nhi jo asani say chalti rahegi aur ham log khaty rahengy forex ko samjhne k lye knowledge ki need hoti hay jis k pass forex ko samjhneka knowledge hota hay wohi is men hamesha kameyab ho sakta hay wo fruit ki jagah trading karty huwe usd dollar earning karta rehta hay
                          • #28 Collapse

                            Bhai jan furit furit hota hy aur trader trader hota hy jis trha bnda banda hota hy gobi gobi hoti hy i think no match between forex and furits hahahha
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex Market Vs Fruit Market

                              market main is k bary main pahly learning karni ho gi aur is forex main kam kar k apni har zarorat ko pora kar skaty hain aur hamain is forex main knowldge best ho ga tab hi hum real main sucess ho sakty hain it is best
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex Market Vs Fruit Market

                                forex main hard work karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain markt main knowldge best ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main information hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty han ta k earning karein gay it is best job for all the people

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X