pin bar valid hai ya nai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pin bar valid hai ya nai??
    dear jaisy mainy baat ki hai pin baar ki to ap log ye batye k gold k chart par pin bar bani hai ab ye batye k ye valid hai ya nai kun k kai dafa market pin bar ko follow ni karti, agar ye valid hai to gold ko kaha tak up jana chaye???
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ne jo gold k pin bar k motaliq opinions mange hain to mera opinion ye hai k gold ko 1298 tak to jana hi chahiye gold abhi tak oversold ho chukka tha aur ab gold ko ooper jana chahiye q k usd bhi kafi sell hua haibislhai gold ko up jane k chances hai aur mere khayal men yahi se gold ka trend reverse hone wala hai
    • #3 Collapse

      Bahi valid to hay kun kay aap dekh sakty hain kay market us kay baad up bhe gai hay lekin ye baat zaroor dekhni chahey k aik pin baar sy market trend change nahi ho sakta hay. Es ma kafi pattern bnaay ge market to phir change hony k chances hain. Abi yahan sy shyed 1296 ko touch kar jaay market.
      • #4 Collapse

        g dear jahan tak baat hay pin baar ki validity ki to yeh pin baar valid to hay kiun kay daikhay upward movement already hi ho chuki hay ya shuru ho chuki hay jahan tak baat hay targets ki to us ko guess kerna abhi to bohat mushkill hay aagay situation mazeed clear ho jaaye gi
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          slaam to all forum members...wasa to gold ke moment up ja rahi ha jahan tak pin bar ka swal ha ya kaam karti ha gold pr jisa ka iyk dost main post main kha ha ka gold 1298 tak jana chye sath he us na ya bhe kaha ha ka over sold ho chuka ha ab reversal lgna chye main in ka is baat sa agree krta hun wasa main na gold main trading sa toba kr le ha boht loss dyia ha is na muga..

          اب آن لائن

          Working...
          X