Forex trading ma 95% logo ko loss kyun hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    trading main loss ziada tar sirf ess liya hota hai kai knowledge aur experience nahi hota.jin ko knowledge aur experience hota hai wo loss main bohat hee kam balkai loss main jatay hee nahi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      G bhai g Forex trading main ziada tar logon ko loss unn ki jald baazi aur kam knowledge ki waja se hota hai jo bhi iss forex ko start karta hai wo iss main experience hasil karnay ki bajaey laalach se kaam leta hai aur ek raat main hi rich hona chahta hai. Iss liay aksar logon ko loss ho jaata hai.
      • #318 Collapse

        Bhai ap 98% un logun k bary Jan na chahty ho Jo loss krty Hein is sy zeada behtr ha k ap un 2 % logun k bary Jan ny ki koshish kro Jo forex me kamyab hoty Hein bt Ye ha bhai k Ye bhi ak bt to ha k 2% log agr kmyab hoty Hein to kion kea waja ha to very simple bhai unhy pta hota ha k forex kea ha forex ka business Kesy KIA jata ha ye Jo bhi Jan gea kmyab ho gea
        • #319 Collapse

          Bcz wo log bgair kisi knowledge ur experience ky forex trade mein trading krna shuru kr dety hein jbky forex trading mein live trading krny sy phly hmein demo practice krni cahaye
          • #320 Collapse

            ap ka tajzia forex trading k bare mein bilkul theek hae k is forex trading mein ninty five percent logon ko loss hi hota hae aur is loss ki aik bari aur bahot hi common si waja ye hoti hae k log is ko easy le lete hein jo k asal mein nahi hae.
            • #321 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_lovin پيغام ديکھيے
              Dosto muje yeh janna ha k aisa kyun ha k 98% log loss karty hian forex mian?
              app ne akk barha hi asha saval kia he or me app ki baat ko agree kerta ho ke 95% ko loss ho jata he kiun ke wo log pakistan forex forum per akk to greedy kerty he or dosra wo pakistan forex forum per is ke rules ko bi follow nahi kerty jis se wo pakistan forex forum per loss ho jaty he..app asa na kery to asha he...
              • #322 Collapse

                je bhai je forex trading mein jo log bhe nakam hotay hein us ke waja ye hay k trading kay baray mein knowledge ka na hona experience na hona aur market ko theik trha say analyse na kar sakna aur sab say bare waja hay lalach karna aggar hum un cheizon ka kheyal karein tu hum trading mein kamyab ho saktay hein
                • #323 Collapse

                  kun ky log patience sy kam aliny ki bjaye greed krty hain jo ky aik bot buri chez hai is business main logn ko patience sy kam lena chye trading krty waqt
                  • #324 Collapse

                    dear forex is the best plat form for all the traders......... forex ma kam krty howa bht ahtayat ki zrorat hoti ha ..... zyada tar lo rules ko na mannyn ki wja sy or apni greed ki waja sy na kam hoty han
                    • #325 Collapse

                      kion k log forex am buhat zyada greed kartay hn is liay un logon ko forex ma buhat zayda loss milta ha or hum logon ko stratgey k sath foreax ma kam akrna cahhye kion k yehi hamaray liay buhat cool bat ha or yehi muja cah b l;agta ha
                      • #326 Collapse

                        my dear jo baat ap kr rahe ho muje ia ka sahi figure maloom nahi hai mein samjta hoon forex mein buht se trader se loss b hota hai but itna nahi jitna ap keh rahe ho magar jin tradrs ko loss hota hai mera experience yeh kehta hai k un ko guide line dene wala koi nahi hota
                        • #327 Collapse

                          forex business ma aysai bhi log hai jo 95% success hotay hai forex business ma mostly trader loss krtye hai kiu on k pass proper knowledge nahi hota hai jo trader proper rakhta hai wo success hi hota hai.
                          • #328 Collapse

                            dear ye ap ki calculation theek nahen hai k forex main 95% log loss kartay hain asal main forex main loss sirf wo log kartay hain jo beghair seekhay aur beghair practice kiay forex trading karna start kar detay hain ap ye keh saktay ho k 95% log beghair seekhay aa jatay hain forex main.
                            • #329 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pak Duniya پيغام ديکھيے
                              forex business ma aysai bhi log hai jo 95% success hotay hai forex business ma mostly trader loss krtye hai kiu on k pass proper knowledge nahi hota hai jo trader proper rakhta hai wo success hi hota hai.
                              forex par 95% logon ko loss is liya hota hai q kay wo is par jb kam kar rahay hoty hain to unko may lalaach paida ho jati hai wo lalaach karty hain kay hum jaldi say paisa kama lain r ek sath paisa zayda kar kay nikal wa lain wo rules ko follow nahi karty apni marzi say kam karty hain zayda jaldi paisa kamany ke wja say to unko loss ho jta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Bhai forex profitable zaroor hota hai lekin yeh risky bhi bohat hota hai akser log forex me greed kartey hai or raato raat ameer ban janey ka sochtey hai or big lot say trading kartey hai jiss say un ko loss hota hai pehly proper analysis honi chahiye phir is me small lots size ka istimal hona chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X