Newbies search for shortcut they do not success
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Newbies search for shortcut they do not success
    Dear friends ye aik big issue ha k new traders ye soch nai kertay k ye jo best traders hain professional hain ye success kasay hogay onko maloom hona chaiye k demo proper practice hardworking best strategies best k liye onho ney bohat achi koshish ki bohat acha work kea newbies kehtay hain bs koi shortcut method miley jis se foran kamyab hojaen basically yehi soch onko kamyab nai honay deti mera mashwra ha aarzzi shortcuts pe na jaen loss karen gay proper skills sekhen new log tabhi success milay gi
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb aap nain bht achi baat ki hai koi bhi banda is feild main jub bhi aata hai usko chaye k woh apnain mind say yeah nikal day k us nain pehlay kuch month kuch kamayi karni hai bs aik saal aap dil laga k sewkho isk baad aap earning ki taraf jao..
    • #3 Collapse

      Ap ne theek kaha ha newbies shortcut ki soch rakhtey hain k onko bs koi short sa method miley wo lagaen aor bohat sa earn krlen yahi mind set unko loss deta ha forex mehnat ka business ha proper working krk kamyabi milti ha shortcut jald baazi ha aur jaldbaazi waala kabhi kamyab nai ho sakta ha forex bagair mehnat k kamyabi nai mil sakti new traders ko chaye achi tarah learning karen apni skills achi karen pehley
      • #4 Collapse

        han je bilkul as a new trader hume chahe k hum khud sekhen na k hum kise ko atay he copy krna shuru hojaye ya signals lene me lag jaye q k dekhne me hume ye bht he asaan lagta hai k bus signals lekr trade laga dengay or faida utha lengay layken asal me es kaam me bht zada risk hai or wo jis se hum signals le rhe hote hain wo hume kise bhi waqt bara loss krwa skta hai esi lia hume chahe k hum khud sekhen forex trading ka kaam proper hokr or mehnat karen kise or par depend na karen agar kameyab hona hai to.
        • #5 Collapse

          forex main main to bhae 3 months ho geay hain real account main trade bhe ker rahi hoon really main koi short cut nahe diekaha hai main nay abhe 50 dollar account pay 54 ka withdraw lgaeaya hoa money management k sath trade kerna parti hai ager pressure say bachna hai or ache earning k leay acha bonus hona zarori hai bare lots say ap ka small account wash ho jeay ga
          • #6 Collapse

            dear friend mein ap ki bat sy agree karta hon k hamein shortcut nahi lena Q k is sy hamein loss ka samna hota ha , hamein chaheye k hum forex mein hardworkin karein , forex ky bary mein ziada sy ziada knowledge gain karein Q k jitna hum knowlede gain krty hein utna hemein is mein experience barhta ha ur hum is mein experience ki bunaid par achi achi trading kar ky achi earning kar skty hein .
            • #7 Collapse

              han g ap ki bat bilkual thekk hy is mn ap ki bat sy mn bilkual agree hno kaun k is mn agar wo shortcut marny gy tu is mn humera apna he noqsan ho ga kaun k is mn jo bhe shortcut marta hy is ko lazmi loss hota hy is lye humeny sakoon k sath is mn kam karna chayeh ...
              • #8 Collapse

                bhai jo trader short cut ki talaash ma rehty hy to phir hasil bhi to aisa her ker sakty hy wakti faida to hoo jat hy likin long term ky nuksaan ka samna karna parta hy jo bhi aj expert traders hy un ky peechy hard work and learning hy na ky koi short cut ais liye trading ko proper way main karin and apny loss sy seekhein and ais ko long term ly jana chahtey hy to apny skills and experiece ko barhaeen and apna time day trade ko jo ky reward ma app ko profit dy ga
                • #9 Collapse

                  Yes bhai aisa he hai newbies trading main shortcut dhondty hain jis say wo zyada money earn kar sakain is tra wo loss kar dety hain unhe chahiye mehnat karain apnay seniors say seekhain wo unky liye best example hai jesy unho ne hardworking ki isi tra newbies bhi mehnat karain gay learning karain agay to achy trader ban paen gay otherwise shorcuts unhy loss he dega is kay ilawa kuch nae
                  • #10 Collapse

                    Was a shortcut to Forex trading Ne pogada risky hota hai isiliye aapko kabhi bhi shortcut nahi Lena chahiye Agar aapko shortcut Lena bhi hai to aap ko Soch samajh kar dena chahiye Kyuki shortcut se acabo the last bhi ho sakta hai ISI vajah Se Ye Ek Jyada acchi clip nahi hai
                    • #11 Collapse

                      g han bahi jan ap ki bat bilkul thek hy forex trading my jo b new traders hoty hn wo is my koshesh krty hn k is my shortcut sy trading kry or zayda profit earn kry.lkn un ka ye point fail ho jata hy.or wo is my kamyab nahe ho sakty.is liay humy ismy jo kam b krna pary ga humy us my is k rules ko b fallow krna chahey.
                      • #12 Collapse

                        mein ap ki bat sy agree karta hon k hamein shortcut nahi lena kyu k is sy hamein loss ka samna hota ha hamein chaheye k hum forex mein hard working karein newbies trading main shortcut dhondty hain jis say wo zyada money earn kar sakain is tra wo loss kar dety hain unhe chahiye mehnat karain apnay seniors say seekhain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          dear ap ki bat bilkul thek hy forex trading my jo b new traders hoty hn wo is my koshesh krty hn k is my shortcut sy trading kry or zayda profit earn kary pnay seniors say seekhain wo unky liye best example hai jesy unho ne hardworking ki isi tra newbies bhi mehnat karain gay learning karain agay to achy trader ban paen ga

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X