Forex market main annaylis aap sirf emotional base kartay hain kia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main annaylis aap sirf emotional base kartay hain kia
    Dear kuch log akdar annaylis aiday kartay hain kay market weeknes per buy kar laitay hain koi trend line trend chanel draw nahi kartay.
    Ham aisa kia karain kay ham apnay insta forex bonus account per jab bhi trading.
    Kay aiday karain kay jab confirmation ho. Kiun kay ham lower low per high lot size laga daitay hain.jis waja say hamain loss ho jata hai ya account wash ho jata hai.
    Or market mazeed down chali jati hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear market key last month ya last day key up aur down points ko kabi be dake kar trades open nahi karny chaye, market key current conditions ko dake kar analyzing karni chaye, market key last movement ki koi ehmeyat nahi hoti, zeyda important current trend movement ki hoti hay.
    • #3 Collapse

      bahi jan jb hum forex trading my koi b trade krny lagy top humy chahey k hum is my emotional ho kr tarade na kry .q k humari emotional ho kr hi hui trade loss krwaq sakti hy.or hum ny jiss parir pr b trade krni ho us ko sub sy phly analysis kry.
      • #4 Collapse

        Dear agar aap news ko follow karain aur experts kay opinions ko dekbain tou aap ko market ka sahih andaza ho jaye ga aur aap ko market kay oversold aur over bought ka bhi pata chal jaye ga aur phir aap apni trade sahih tareeqay se laga saktay hain
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
          Dear kuch log akdar annaylis aiday kartay hain kay market weeknes per buy kar laitay hain koi trend line trend chanel draw nahi kartay.
          Ham aisa kia karain kay ham apnay insta forex bonus account per jab bhi trading.
          Kay aiday karain kay jab confirmation ho. Kiun kay ham lower low per high lot size laga daitay hain.jis waja say hamain loss ho jata hai ya account wash ho jata hai.
          Or market mazeed down chali jati hai.
          emotional base trading krna bura hota hai or aggar ham emotional ho kr trading krain gy ya phr emotional ho; kr trading krain gy hamain loss he hoga ham kabhi bhi emotional ho kr successful trading nahi kr skty hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Bhai agar aap forex mein koi bhi kaam emotional base per karain gay tou aap ko hamesha nuqsaan hi ho ga aur analysis tou humari trade mein main cheez hai aur agar hum issay sahih soch samajh kar nahin karain gay tou aap khud sochain kay humari trade kaisi ho gi

            اب آن لائن

            Working...
            X