With best learning, knowledge and great skills you will feel better and courageful

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    With best learning, knowledge and great skills you will feel better and courageful
    Dear friends forex trading mei chahay ap join karen koi b ap ka aziz join karay usko learning pe lazman focus karwain bagair best learning aur knowledge k forex mei kamyabi impossible hoti ha forex mei ap demo pactice se experience haasil kartay hain jab ap k paas experience hoga uss se skills ay gi ultimately ap courageful hogay best trading k lye ap best feel krogay esliye learning knowledge k saath ap ki trading performance best hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex business ki learning, knowledge, education aur trading ka expernice agar ham hasil karny ki koshish karty hey to day by day forex market me ham acha feel kar sakty hey, high trading skills ka hona trades key success me bahot ehmiyat rakta hay, forex education hasil karna etna hard be nahi jetna newbies ne es ko samja hay agar business me success hasil karna hi traders ka maqsad ho ga to wo learning karny ko kabi be hardworking nahi samjen gey.
    • #3 Collapse

      G bilkul aapki baat darust hai ham jitna ziada apne experience air knowledge ko better banaen ge ham men utna ziada confidence aaye ga aur ham utna ziada hi courage k sath trading kr saken ge isliye hamen always with patienc hi work krna cahhiye jab ham apni mehnat se forex mem skills ban lete hain to phir hamare success hone k chances bhi kafi had tak barh jate hain so hamen mehnat kr k apni skills ko approved krne ki koshish krni cahhiye
      • #4 Collapse

        ager hamara pass ya sub kuch ha to per hum ko bohat achi trade kar sakta ha esleya ager hamara pass best knowledge ha or sath sath ma experience be ha to hum ko bohat achi earning ho sakte ha es leya hum ko first of all knowledge lana ha us ka baad demo account pa experience per real account pa experience lana ha per hum ko achi earning ho sakte ha.........
        • #5 Collapse

          G han brother app ke baat sahi hai . Trading kay doran traders kay liye munasib yahi hai ke woh sab say pehlay trading kea chi trah say learning kar lain aur iss kay baad he trading start Karin .
          Iss kay sath sath jab traders trading ka experience hasil karty hain tu phir inke trading skill b achi hoti hai jis ka baad mai trading kay doran kafi advantage hota hai.
          • #6 Collapse

            Dear friends, agar forex main ap k pas experience, knowledge and planning hogi to yakenan kayab hn gay aur acha profit earn kar sakain gay...jab ap ko profit hoga to ap ko khushi hogi aur ap better feel karain gay aur ap k andar hosla paida hoga aur ap trading ko enjoy karain gay.
            • #7 Collapse

              g haan ap ney best advise di ha k huamra koi b aziz forex ko join karay hum usko batain k bagair learning k kamyabi nahe hogi agar ap ko forex pey ana ha kamana ha tou hard working karen jab tak ap k paas skills achi nahe hongi ap success nahe ho saktay islye jab ap k paas kaam krny ki skills ahci hongi ap khud better feel krogay ap k paas courage hoga k ap k paas best skills hain
              :p Yes You Can Do :p
              Honesty + Sincerity = Prosperity
              • #8 Collapse

                yes dear mn ap ki baat s agree kerta hn q kih ager hamarey pas knowledge or experience ki kami hogi to hum kisi bhi maqaam mn successsful ni ho saktey is liye humen chahiye kih hum demo account per practice ker k experience or knowledge ko increased ker k achi tradimg karen takih hum apney app ko couragefull feel ker saken or achi earning ker saken.......
                • #9 Collapse

                  Jee bhai apki bat bilkul sae hai learning aur knoeledge forex main important things hain inkay bgair kamyabi possible nahe agar ap khud ya apka koe aziz dost trading main best hona chahta hai to usko chahiye kay learning kary aur knowledge hasil kary ye trading main bohat help ful hai isky ilawa demo par practice ki jae taky apka experience gain ho aur apky analysis perfect hon jitny achy analysis hogy utni achi trading hogi isky ilawa patience ka b sath rakhna chahiye ye tmam chezain trader ko expert ban'ny kay liye must follow karna hoti hain
                  • #10 Collapse

                    education aur trading ka expernice agar ham hasil karny ki koshish karty hey to day by day forex market me ham acha feel kar sakty hey hum demo account per practice ker k experience or knowledge ko increased ker k achi tradimg karen takih hum apney app ko couragefull feel ker saken aur achi koshish sey best kamain
                    • #11 Collapse

                      G han ap.ki bat bilkul theek hay aur main ap.ki bat se agree karti jun k forex trading main kamiab hone k liay boht zarori hay ap.k pass acha knowledge ho aur ap k andar achi skills ho tradeing sikhne ki tabhi ap.ache trader ban paye gay ap jab bhi tradeing business ko join kare ya ap apme kisi frande ko ya relative ko tradeing business join krwae tou boht us se pehly zarori hAy k.qo forex trading ko sikhe us se related knowledge hasil.kare aur phir isay join kare tabhi ap.achi trading kar pay gay
                      • #12 Collapse

                        g bhai jan ap ne bilkul thek kaha hai ham pas agr acha experience hai or achi skills hain to ham trading karty waqt boht comfortable feel karty hain or kam b easily kar lety hain es me tab tak kam nhi karna chahye jab tak ap k pas ye sari chezein na hon
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          forex mei ap demo pactice se experience haasil kartay hain jab ap k paas experience hoga uss se skills ay gi ultimately ap courageful hogay learning aur knoeledge forex main important things hain inkay bgair kamyabi possible nahe agar ap khud ya apka koe aziz dost trading main best hona chahta hai to usko chahiye kay learning kary

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X