Trading without stop loss
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Experienced traders will put the stop loss and is not in a hurry to use the decision will put the position. core financial management and patience can also be a contributing factor to achieve consistent profit
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      without stop loss k achi trading nahi ho sakti hay agar ham without stop loss option k trading karen gey to es se hamy big loss ho sakta hay
      • #198 Collapse

        mery khyal sy stop loss us sorat main use krna chahiy jub apko yeh baat confrm hojay k ap ko profit hi hoga r dosri bat yeh k ap isko khud watch krty rahi to tb hi apko faida hoga
        • #199 Collapse

          dear may stop loss use nahi karta hoon quen kay may apni trading par dihan dayta hoon or market ka intizar kar ta hoon kay daily may apnay final peek par chli jaay to hi may entry laga to hoo quen kay wahan say market lazmi move hoti hay agar wahan say bi us nay up jaana hota hay to kam say kam hi up jaati hay.
          • #200 Collapse

            a.salam.forex py jo log stop loss lagy bagir trading karty hain.wo just loss main jaty hain aur un k account m blance wash ho jata hai.tu sb traders ko stop loss laga k tarding karni chyie.ta k hum loss na kar saky.
            • #201 Collapse

              g bilkul stop loss k option use kiy baghir hi ap trading kr sakty ha or ap stop loss sirf os waqt hi use kr sakty ha jab ap stop profit wala option us kr rahy ha or mery khayal ma ya option boht hi kam us hota ha or forex boht hi achi markit ha is ma hum acha profti earn kr sakty ha
              • #202 Collapse

                my dear stop loss or take profit dono buht best tool hain in ki madad se ap asani se acount manage kr k risk ko km kr sakte ho is liye mein ap ko yehi mashwara doon ga ap jb b trade lo stop loss or tp ko lazmi use kro
                • #203 Collapse

                  dear friend ager ap trading mein stop loss use nahi karty ho to apko chahy k jab tak apki trade open hai apko market k samny bethna chahy or jesy hi market apki trade k opposet ho usy stop kar dy taky loss sy bacha ja saky
                  • #204 Collapse

                    humain trade main stop loss ko use kar kay kam karna ho ga jab hum practice kar kay hard work kar kay kam karna ho ga is main humain hard work kar kay kam karna ho k loss km ho
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #205 Collapse

                      forex trading mien apko chahiye ke ap is mien hameha hi proepr stop loss ke sath trading karen aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon is mein ap agar panic honge to apko phir deep loss hosakta hai.
                      • #206 Collapse

                        jab b hum stop loss ko use karn aho ga magr humain hard work karna ho ga magr humain hard work karn aho ga jis say humain market main achi earning hasil ho saktih ay take rofit b sai hay
                        • #207 Collapse

                          Jin logon ko forex main ziada loss hota ho, woh stop loss zaroor use kia karain takeh big loss sey bacha ja sakay. Unexperienced traders ko stop loss aur take profit ka zaroor use krna chaheye. Yeh technique all traders ko use krni chaheye. Stop loss laganey sey aap ko PC key samney bethney ki zaroorat nahi rehti aur aap ki trading safe rehti hy.
                          • #208 Collapse

                            Stop loss market ko dekhtey hoi aik khas target par set kia jata hy. Is ka yeh faida hota hy keh agar aap PC key samney na bhi hon to yeh aap ki equity ko safe rakhta hy aur aap big loss sey bach jatey hain. New traders ko aur jinhain ziada loss hota ho, unhain chaheye keh jab bhi trading start krain, us sey pehlay stop loss zaroor laga lain.
                            • #209 Collapse

                              stoploss k bina trading bohat mushkil hai humy chaiyeh soch samj k tarde kry tubhi kamaybi mil skti hai or forex sy acha koi kaam nhi hai edr srif humy tori c mehnat karna perti hai or stop loss laga k risk kafi kaam hu jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                forex trading karnay waly jitne b new traders hain un sab ke yeh baat achi trah yaad kar laine chaiye ke woh jab b trade mai enter hon tu stop loss ka use zaroor kar liya karin kion forex market kafi risky aur unpredictable market hai ziada loss b ho sakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X