Risk is essential in every business

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    risk is essential and forex meri life mein bahot zarori ho giya hay kiyon kay mein forex say ab achi kamai kar leta hon aur daily achay pips make karnay mein kamiyab bhi ho jata hon mein forex ko bahot pasand karta hon beshak yeh aik risky business bhi hay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      Janab risk to her business main hota hai, loss k daar se kya aap business hi start nhi karain gain kya? Risk ly kr hi aap ko hr kaam start kerna parta hai, bs thori c mehnat or experience aap k business ko jald stand kr deta hai.
       
      • #273 Collapse

        risk hr business m zroor hota hy risk k zray hmara experience hota hy or hmain nai nai batain pta chlti hy or hm km mistakes krty hy
        • #274 Collapse

          It is very good when you are in this businessso always try to concentrate at all times and for me i will say that it is very good for you to take your time to engage with professional so that you can make good progress
          • #275 Collapse

            forex business mein risk he aur es mein itna risk ziada bhe nhe hota he keh trader dar jaein aur kam na krein forex acha busines he es mein busines krein jis trah forex business ka tariqa kar he aur jb forex ke sath chl kr kam krein ge tu boht profit deta he aur kue risk nhe hota he
            • #276 Collapse

              risk har business mein hota hai aur forex aik good business hay aur ap is ko part time and full time dono kar saktay hay lekin is mein loss bhi ho sakta hay jis ki waja say ap ko forex ko pehly seekhna parta hay aur is ko time spend karna hoga kiyon kay yeh aik risky business hey iis liye ap ko forex ko understand karna hoga .
              • #277 Collapse

                salam bhai jee kaam koi bhi ho is mein risk zaroor hota hai dunyia mein koi aisa kaam nahi hai jis mein risk na ho yaah profit kaamanay kay liye layna parta hai
                • #278 Collapse

                  ha aapko fore xmme hi nahipar sabhi jagah par risk lena padata hai aaur agar aap tarde karne me risk nahi laete hai to apakokabhi succes nahim ilta hai aur fore xme aapko baut hirisk lena hi padta hai
                  • #279 Collapse

                    Yes, khawaab to aamdi ko wohi aate hain jo wo saara din kaam karta he aur agar aap koei aur kaam kare gae to aap ko esi kam k khawab aay ge es lie es main koe preshani ki baat nahi he yeh insani firtat he k jo kam wo sara din karta he esi k bare main aain.....................:o
                     
                    • #280 Collapse

                      Forex trading k ilawa b duniya mai koi esa business nhi hai jismay risk or loss involve nhi hota hr trha k business mai profit or loss dono hi hotay.lakin agr hmay forex trading mai kisi b trha ka loss ho jata hai to hmay himmat bilkul nhi harni chahiye or bilkul b umeed nhi chorni chahiye or poori koshsih krni chahiye apnay loss ko recover krnay ki.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #281 Collapse

                        i agree with you risk to business ka part hota hai forex b risky business hai magar trader apni skills ur knowledge se us risk ko minimize kar sakta hai ur control kar sakta hai...
                        • #282 Collapse

                          bhai risk tu har business ma hota ha. hum risk len gy tu hi hum acha business kren gy without risk k hum koi acha business ni kr skte same esi trhan forex trading ma b acha business krne k lie risk lena parta ha
                          • #283 Collapse

                            Jo Janab log tu sirf forex ko hi riski business samajhtay hain Halankay ke dunia ke her business me risk hota he risk ke begher koi business nahi ho sakta.
                             
                            • #284 Collapse

                              asslaam o alikum g risk bhout hi essential hai trading mein isliye trtading karni cahiye lekin risk ko madde nazar rakhni chahiye traders ko k risk lena zururi hai magar risk se darrna nei chahiye aur aapko chahiye k risk lena zzuror but itna b na len k safaya hojai account k aur risk to chalta hai thoda bohut,,,,,,,,,,,,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                risk to hai har business main chahty aur world main hi use q na ho raha ho risk us maion involve hota hai bahut sara.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X