New trader ko hamesha lot size kum rakhna chay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trader ko hamesha lot size kum rakhna chay
    New traders chon ke un experience hoty hn is liy un ko muhtat rehna chay, lot size hamesha low rakhin takey ap ka account safe rahy, new traders ke pass chon ke experience kum hota hy is liy aik to wo money management ka khayal ni rakhty aur dosra wo greed kerty hn jis ki waja se un ko loss hota hy aur new traders mostly account wash kerwa baithty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o Alikum g new trader ko cahyh k wo forex trading may apna lot size kum rakin ta k ager un ko loss be hoo to bohat he kum hoo aur 3 or 5 months k bad ap apna lot size apne money managent k mutaboq kar lain.
    • #3 Collapse

      ye sdear ap nay bahut he achi baat batai hay forex aik bahut lalach wala business hay is main koi pata nai chalta k kab hamara mined kharab ho jaye aur dil karay k ham aik dum big lot pay kaam karain aur hamara sara balance washed ho jaye so new members ko aur hamain bhi is lalach wali baat say avoid karna chaye yeh bahut he burrry habbit hay.
      • #4 Collapse

        Dear jo log forex trading main new ayain hain unko chahiya ka woh kabhi bhi big lots size se trading na karain balky jitna ho sakhy kam se kam lots size se trading karain taky loss kam or experience zada ho.
        • #5 Collapse

          janab bilkul sah farma rahy hy asal cheez hi forex mai money mangment hy.ager yi ap ko ati hy tu ap ko forx mai kab loss ahi ho sakta,apko hamesha trade ka volum apny account ki equti ky hisab sy rakhy cahy jitni bi confrm trade kiy na ho.ager ap ka lot

          size theek raha tu ap ko 100% profit ho ga sath mai ap ko learn bi ho ga,
          • #6 Collapse

            Dear friends app sub ny billkull theek kaha main app sy agree kerta hon , forex trading main newbies ko experience ni hota aor account b itna healthy ni hota is liay zarori hy k newbies start main apni trade lot size kam rakhy takeh ager loss ho b to account wash na ho.
             
            • #7 Collapse

              Yes sir forex trading business aik risky business hay es main every trader ko always low level ki trade hi lagani chahye, because job bhee trader es main big risk per trade karta hay wo loss hi karta hay.
              • #8 Collapse

                Ap ke bat bilkul sahe hy new traders ko lot size kam rakhna chaye kiun k un ka experience kam hota hy and un ko loss k chances kafi ziada horty hen and secondly un ko sl zaroor istamal karna chaye
                • #9 Collapse

                  Dear friends app sub ny billkull theek kaha main app sy agree kerta hon , forex trading main newbies ko experience ni hota aor account b itna healthy ni hota is liay zarori hy k newbies start main apni trade lot size kam rakhy takeh ager loss ho b to account wash na ho.
                   
                  • #10 Collapse

                    yes dear mn ap ki bat s agree kerta hn kih new traders ko chahiye kih trading k dooran apney lot ka size kam rakhen q kih un ko experience ni hota h or wo jald baazi mn ghalat qadam utha bethtey hn jis s un ko loss a jata h....
                    • #11 Collapse

                      Dear new members ko lot size kam hi rakhna chahiye q k un k pass knowladge kam hota hay wo apni money ko manage naiii kar sakty experience na hony ki waja sy new members zyada ghaltian karty hain jis ki waja sy un ka account wash hony k zyada cahnces hoty hain
                      • #12 Collapse

                        G han bilkul theak kaha ap ny.forex mein hum new traders ko lot size kam hi rakhna chahiye or training experience ky sath hi brhana chahiye to hamara account bhi save rahy ga or trading bhi achi hogi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          bhai jaan pehli bat tu yeh hy khy j o bhe new trader hota hy is ka account balannce boht kaam hota hy is k bad aagr wo apni trade mn apni trade k matabiq lot size set nhn karta hy tu is ko is mn loss a jata hy is lye jo bhe new trader hny in ko chayeh k wo is mn kam sy kam lot size set karney ...

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X