dear dosto main apko ye kehna chahta hoon k kuchh log bus time pass ki khatir trading karty hain ya phir aisy koe khas tawajho ni dety trading py aur wo apna qeemti time waste kar rahy hoty hain jab k agr wo fully tawajho k sath tuch rahen trading k sath to roz koe na koe new points unky mind men aata rahy ga aur jab aap apna time dy b rahy ho trading ko to zara dill laga k do tan k apko koe faida to ho aur isky ilawa agr apko kissi chez ki samajh ni aa rahi to usko skip na karren balky apny seniors say usky bary men poochen tan k apka point kill ho basically forex seekhna ik attitude ka name hae.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим