Swinging Spread vs Fixed Spread

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swinging Spread vs Fixed Spread
    Members Spread 2 tarah k hote hai aik Fixed Spread hota hai aur dosra Swinging Spread , Jaisa k Instaforex broker hume fixed spread deta hai jo k bohat he zaida good hai , kiw k jab market mein violation paida hoti hai wo tez ho jati hai tou spread increase nahi kerta hai , Istarah Swinging Spread hota hai jo k bohat se fake broker Spread 0 likh ker dete hai , lekin jab market tez hoti hai wo he spread bohat zaida ho jata hai jis ki waja se hamra account wash ho jata hai .
    THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han I agree with you swinging spreed mai problems hoti hain ap spreed agr fix kr dian tu market ki movement mai spreed change nahi hota forex mai jab ap new account banata hain tu is lia tu ap ki safety ka lya spreed fix kia hota hai kuch brokers asa hian jo 0 spreed data hian laken bad mai jab trade open hoti hai tu change ho jata 0 hat kr bahrna suru kar data hai jis ki wja sa aksar los ka samna karna pahrta hai
    • #3 Collapse

      Hamary liay best tou sirf fix spread hi hota hai ky ham apny balance per lot size spread ko daikh ker use kerty hain agar spread varying hoga tou hamain pata nehi chal sakta ky loss kahan sy start hoga ky hamain profit main jany ka liay Kitna wait kerna pary ga
      • #4 Collapse

        Re: Swinging Spread vs Fixed Spread

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AdnanFx پيغام ديکھيے
        Members Spread 2 tarah k hote hai aik Fixed Spread hota hai aur dosra Swinging Spread , Jaisa k Instaforex broker hume fixed spread deta hai jo k bohat he zaida good hai , kiw k jab market mein violation paida hoti hai wo tez ho jati hai tou spread increase nahi kerta hai , Istarah Swinging Spread hota hai jo k bohat se fake broker Spread 0 likh ker dete hai , lekin jab market tez hoti hai wo he spread bohat zaida ho jata hai jis ki waja se hamra account wash ho jata hai .
        Forex k upper trading krnay k liay hamaray pass 2 kisam k spread show ho rhay hotay hein aik fix hota hay or time k sath change nahi hota or dusara swinging hota hay jo k with respect to time change hota hay
        • #5 Collapse

          Re: Swinging Spread vs Fixed Spread

          forex aik online business hain hum is main din main be kam kar salty hain ort hum is main rat main be kam kar sakty hain hamy spreads ky bary main full information hasil kar lyne chahey hum is main live kam karty hain hum is main sada urdu main be kam karty hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main kam karty hain or dollar kamaty hain
          • #6 Collapse

            Re: Swinging Spread vs Fixed Spread

            buy or sell ky darmeyan jo fark hota hain is ko spread kaha jata hain hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey hum is main full time be kam kar sakty hain or hum is ko part time ky liey be join kar sakty hain yai aik international business hain hum is main job ke tarha kam kar sakty hain hum aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain
            • #7 Collapse

              Re: Swinging Spread vs Fixed Spread

              hamy spread ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kamaa skay gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full t imee be kam kar sakty hain hm is mai out off balance account bana kar be asane sy kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Swinging Spread vs Fixed Spread

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AdnanFx پيغام ديکھيے
                Members Spread 2 tarah k hote hai aik Fixed Spread hota hai aur dosra Swinging Spread , Jaisa k Instaforex broker hume fixed spread deta hai jo k bohat he zaida good hai , kiw k jab market mein violation paida hoti hai wo tez ho jati hai tou spread increase nahi kerta hai , Istarah Swinging Spread hota hai jo k bohat se fake broker Spread 0 likh ker dete hai , lekin jab market tez hoti hai wo he spread bohat zaida ho jata hai jis ki waja se hamra account wash ho jata hai .
                Mere Khyal mein to fix spread Jyada Achcha Hota Hai swinging surprised se Kyon Ke fix the bride per aapko Pata hota hai kya aapane Itni Commission deni hai Jab Ke swinging spread per Commission change hoti rahti hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Swinging Spread vs Fixed Spread

                  dear variable spread or fixed spread two type kay account hotay hain jo broker Apne client ko detay hain jo fixed spread hotay hain wo broker Apne client kay sath volatility jub taiz ati ha misbehave nehi kartay hain kyuke un ka spread fix hota ha jaisa kay instaforex ka spread fix ha or jo variable spread walay broker hotay hain un ka spread jub market ki volatility zeyda ati ha bohat zeyda ho jata ha jisse traders ko zeyda commission dena par jata ha spread ki soorat me
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Swinging Spread vs Fixed Spread

                    Bhaiyon variable separate aur fix separate two type ke account Hote Hain Jo broker apni silent ko deta hai Jo frax afraid hote hain vah broker Apne client ke sath Aati Hai Kyunki Unka separate fix hota hai Jaisa ke instaforex Main hota hai vaise hi ismein bhi Hota Hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X