Loss wali trade KB close karni chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear ap ki baat bilkul theek humainy market me thora thora profit lay kar nehi balkay apnay targit tak take pofitt ka wait karna chahiey phr hi hum acha profit earn kar saktay hain or second baat kay loss wali trade ko manually close karnay ki bajaey ap ko chahiey kay ap stop loss use karay is se ap mazeed or big loss se buch saktay hain agr ap nay stop loss nehi lagaya howa ha to market me analysis kar kay dekhainy agr market strongly ap kay against me ha ya phr ap trade ko close kar daay ya phr hedge kar lay jo kay loss se buchnay ka best option ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Haan g apki bat sahe ha loss wali trade ko us wqt tak close nai krna chaeay jb tak apko umed ho k loss revover ho skta ha. Profit aur loss part of game hain lekin yeh mind set bnana bhi bahut zaruri ha k me nay loss wali trade ko kis time close krna ha aur profit wali ko hmain apnay ideas ko clear krna chaeay aur loss ko surat main achi hikam e amli apnani chaheay.
      • #18 Collapse

        trading kay business main is tarha hi hota ha.jab hamain profit hona abi shoro hi hota ha to hum us trade ko buhat jald close ker daty hai.kue kay hamain us time ya lag raha hota ha kay ya trade hamain is say zayada prfit nahi day gy ya phir is kay bad hamain is trade main loss ho sakta ha,or jab loss ho raha ho.to hamain loss ki limit set karni chaiya kay itnay loss kay bad main apni trade ko close ker doon ga
        • #19 Collapse

          Is k liye tu best option ye hi hy k hum jab bhi trade open karain aur trade analysis see knewledge aur experience se open karain aur is k sath hi take profit aur stop loss set kar dain tu ye sab se behtar hy k trade ko take profit aur stop loss use kar k trade open kartay han tu close karne ki koi tension nhi hoti
          • #20 Collapse

            G is k liye tu sab se behtar ye hi hy k jab ap apni trade open karain aur market ka analysis karain tu ap jab trade open karain tu is k sath hi take profit aur stop loss laga dain is traha ap ko trade ko close karne mein koi tension nhi ho gi aur ap ki trade profit mein ho gi tu take profit ko hit kar jaye gi aur agr loss ho ga tu stop loss ko hit kar k close ho jaye gi
            • #21 Collapse

              sabse Pehle To aapko Asi trading strategy Apna nahi nahi chahiye jis mein nuksaan Ka Dar Ho aap trading strategy Se Kare Ki Agar market loss Main Toh aapke paas recover karne ka Mota Ho isliye main jitni bhi traits Karta Hoon onmessage 90% Kamyab rehti hai
              • #22 Collapse

                Dear loss wali trade ko us waqat close krain jab app ko nazar ay ky
                1...app es loss ko recover nhi kar sakty
                2... loss wali trade ke waja sy app baqi trade krny main problum kray
                3... app ko dar ho ky ye loss app ky accont ko wash kar sakra hai
                4...wo trade app ky zaida loss ke traf ly kar jay ge us ka wapis murna nzar na ay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  aik professional trader hamesha apna target fix karta hai jo log aisi tuke pe trade karta hai wohi profit wali close karta hai loss wali chalne deta hai trade lene se pehle ap ko pata hona chahye ap ye trade q le raha hai ye trade muje ktna profit de sakti hai or ktna muje loss de sakti hai according to the moneymanagment hai ya nhee hai ye trade pehle learn karen phir earn karne ka sochen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X