never miss the big new

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    never miss the big new
    dear traders tamaam successful traders mein aik quality hoti hy k woh koi bhi big news miss nhi krty keun k news aisi cheez hy jo tamaam predictions aur analysis ko fail kr deti hy aur market mein bahot ziada tezi aur change lati hy to plz jab bhi ap trading kr rahay hon is baat ka khas khayl rakhein k koi bhi news aap sey miss na hony paaye lekin news sey pehly bhi koi trade open na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear news trading mai to bahot hi kaam karta hu magar hum ko kabi kabi news par risk lena chaye kun k jis din news aani ho to hum ko aus se phly pending orders laga k beth jana hota hai agar hum news k time thora quick action kar ley to hum ko aus ka bahot hi acha result milta hai kun k aus time market mai mpment bahot hi zayda fast hoti hai aor aus time bahot kam time mai ap ko kafi zayda profit ho jata hai.
    • #3 Collapse

      bhai jaan jo old trader hny mery khayal mn in ko aaksar dekha hy wo jis ko signl provide kartey hny tu in ko news ki base per akrtey hny kaun k in k paas koi achi c news hoti hy humeny chahyh k hum news ko follow karey kaun k jo news ko follow karta hy is ko bhe kuch hud tak faida hota hy ...
      • #4 Collapse

        bhai forex trading mein news sey ziada effective koi cheez nhi chahy koi signal ho indicator ho ya bhi kisi ka analysis ho keun k jab bhi koi barri news aati hain to woh hr aik cheez ko ghalat saabit kr deti hy aur market totally news k hisaab sey move krti hy to is liey junior traders ko chahiey k seniors ki tarah news ko miss na hony dein aur achi planning aur strategy k sath trading kr k profit hasil krein
        Last edited by ; 10-08-2018, 10:59 PM.
        • #5 Collapse

          g bhai bilkul ap ne thek kaha hai news market par boht zyada asar andaz hoti hain es me achanak market me tezi aa jati hai es lye kabi bhi news ko miss ni karna chahye or na he news se pahly trade open karna chahye hamisha newz or market ko analyse kar k trade open keya jana chahye
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
            dear traders tamaam successful traders mein aik quality hoti hy k woh koi bhi big news miss nhi krty keun k news aisi cheez hy jo tamaam predictions aur analysis ko fail kr deti hy aur market mein bahot ziada tezi aur change lati hy to plz jab bhi ap trading kr rahay hon is baat ka khas khayl rakhein k koi bhi news aap sey miss na hony paaye lekin news sey pehly bhi koi trade open na ho
            Forex trading Main Agar Hame News pe Nazar Kakkar trading Karte Hain Pyaar hum bahut profit bana sakte hain Kyun K Forex Jab Koi Badi news aati hai to US time market bahut hai Jaise Main Karti hai aur hum bahut profit bana sakte hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha hum ko chaheya ka hum news ko follow kara ager hum news ko follow karta ha to per hum ko big profit ho ge laken ager hum news ko follow nhi karta ha to per hum ko loss ho sakte ha es leya i think it is better for us if we follow news...............
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
                dear traders tamaam successful traders mein aik quality hoti hy k woh koi bhi big news miss nhi krty keun k news aisi cheez hy jo tamaam predictions aur analysis ko fail kr deti hy aur market mein bahot ziada tezi aur change lati hy to plz jab bhi ap trading kr rahay hon is baat ka khas khayl rakhein k koi bhi news aap sey miss na hony paaye lekin news sey pehly bhi koi trade open na ho
                Hame Forex trading mein aane wali Badi news ko kabhi bhi nahi ignore karna chahiye Kyunki Jab market Mein Koi Badi news Aati Hai Tu market mein bahut Tez Hai Saima hoti hai aur sab achha profit bana sakte hain
                • #9 Collapse

                  G friends bilkul, koi bi bari news market ki movement ko ak dam change Kar sakti hay...aisi situation main baray say bara trader bi helpless ho jata hay...so es tarah ki situation say bachnay k Lea lazmi hay k hamain news pa Nazar rakhni chaheay, ta k usi k mutabik trade open Kar k loss say bacha ja sakay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    trading krty huye jo log news ka khayal rakhty hain woh kabhi barry loss ka samna nhi krty keun k news trading mein bahot important role play krti hain aur jab bhi koi barri news aani ho to uska khas khayal rakhna chahiey aur pehly sy apni planning aur strategy adjust kr leni chahiey

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X