Trendline kesy draw kren chart py sekhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trendline kesy draw kren chart py sekhen
    Bhai trend line hamesha chart ma up trend ky wave chart ky lower points ko mila ky hasil kia ja skta hai jub ky down trend ky leay apko chart ky higher points ko milana hota hai aor higer time frame select krna hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Nice information brother. Trend line draw karna aa jaay to hamko loss se bachna aur profit main enter hona yakeeni banaata ha. Trend line se breakout aur trend change hony ke nishaani milti hay aur support aur resistance bhe show hoti hay. Es ly chart pe trend line laga le jaay to faaida deti ha.
    • #3 Collapse

      Yahan.pr long time kaam krnay k lye ap ko yahan pr trading line create krna hoti ha ye trading line ap ko ye adventages hota ha is say ap ka market may jnvest krny k lye ak aucha method ya source ban jaya ga ju ap ko future may working krny may ap ki buhat he zayda help keta ha yahan pr
      • #4 Collapse

        Trend line draw kerny ky liay previous maximum support ya resistance sy start ker ky market ki current position tak kerni chahiay tab pata chalta hai ky trend kis direction main hai aur agar half sy zyada reverse ho chuka ho tou trend change ho chuka hota hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          brother aap ki poste achi hai mere khyal main trend k liay 4h 1d ka chart use karna chain agar aap k pass knowledge hai aap phir short term par b trade kar sakte hai main to is trend k andar money manage karta ho loss ko control karta ho yeh mere liay best hai

          اب آن لائن

          Working...
          X