Aik expert aur professional traders ko define kasy kartay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik expert aur professional traders ko define kasy kartay hain
    Expert and professional traders :
    Dear friends mai newbies aur loss krnay walay doston ko motivate karna chahtay hun k "you can do"
    Expert aur professional traders esliye success rehtay hain unho ney mehnat ki hoti hay mehnat kay natijay mei wo best trader ready hota ha
    Aik best trader apnay discipline apnay rules apni planings ko break nai karta apni best skills ka use kartay huway wo success hota agar ap b ye sab follow karain ap b best trader hogay
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear aapki baat darust hai expert traders ka experience hi issi waja se ham se ziada hota hai k wo log forex pe mehnat kr chukke hote hain aur wo forex ki ahmiat ko jante hain isliye hamen bhi mehnat krni chahiye ta k ham bhi forex men apne aap ko manwa saken aur forex se apne liye better earnings le saken jab tak ham mehnat ni kren ge uss waqt tak ham kamyab ni ho sakte hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      expert aur professional traders banny ka raz trading business me mehnat key sewa koch nahi, esy traders ki trading strategies be other newbies traders se different hoti hey aur esy traders key business me koch rules hoty hey jo un ko kamyab karty hey,
      expert traders apni koi be trade without market analyzing key open nahi karty, aur market ko analysis kar key take profit aur stop loss orders key sath pending orders be bahot zeyda open karny ki koshish karty hey esi trading strategies ki waja se traders ki koi be trade loss me nahi jati.
      • #4 Collapse

        Dear friends, ak expert and successful trader woh hota hay jis ki zayada tar trades profit main jati hn aur usay loss bahut kam ata ho...un ko loss eslea ni ata q k uno nay learning ki hoti hay... shoro main un ko bi masla banta hoga but woh mehnat kartay hn aur survive Kar jatay Hain.
        • #5 Collapse

          dear friend aik expert aur professional trader wo hota ha jo forex ky bary mn ziada janta ho aur usy forex ky bary mn bhut ziada experience ho wo apny experience ki madad sy achi trade kry aur us trade sy achy apisy earn kry aur kisi kisam ki lalach ka tasawor bhi na kary to usi ko aik professional trader kehty hn
          • #6 Collapse

            Ji janab ap ki baat bilkul theek hai forex main wohi insaan successful trader banta hai jo khub Sara experience le chuka hota hai aur Un ko chahye ke who apne juniors ko bhi ache traders banane main help karain successful trader aik expert hota hai trading main woh loss boht hi kam karta hai knowledge ki base pe hi woh Acha trader bnta hai
            • #7 Collapse

              ak professional or expert trade wo insan kar sakta ha jo hard work karta ha or honesty sa kaam lata ha es leya us ka es ma experience bohat zeyada hota ha us insan na es ko full time keya hota ha or wo es ma kiss kisam ke lalach nhi karta ha es leya wo ak professional or expert trade karsakta ha jis sa wo nice earning karta ha ..............
              • #8 Collapse

                Dear expert or profession trader usko khaty hain jo forex main hamesha planing experience and knowledge ka sath work karta hai agar apko forex ka experience and knowldge ni to ap aik expert or professional trader nahi ban sakty ho.
                • #9 Collapse

                  Ap ney bilkul sahe define keya ha aik professional trader ko bilkul expert trader yehi bat uski achi hoti ha k wo kehta ha k he can do wo cheez mei discipline rakhta ha planing rakhta ha same essi wajah se wo success hota ha k wo apni planings etc k saath chalta ha
                  • #10 Collapse

                    dear friend hamare seneor hum sy ziada knowllge as leye rakhty hain k woh as kam main apna bohot sa time weast kar chuky hoty hain bari mehnat k bad woh as kam main kameyabi hasel karty hain
                    • #11 Collapse

                      g bilkual thek kha hy jo bnda mehnat karta hy wo logno mn sb sy best taree bnda hota hy is mn jo mehnat nhn karta hy wo best bhe nhn hota or is ki define bhe nhn hoti logno mn mehnat mn sb kuch hy ...
                      • #12 Collapse

                        Mjhy ap ka ye point bht acha laga ha k newbies ko motivation bht lazmi ha .ziada prectice or ak trading plan se chalin to kamyab trader ap asani se bn skty hain .kuch log hoty ha jo trading bar bar krty hain but only loss .galti un ki hi hoti ha .wo jaldbazi main kiye huwe fasly pe nuksan uthana parta ha
                        • #13 Collapse

                          Aik professional trader ko jab b define kea jay ga oski khoobiyan he beyaan ki jay gi kyon k oss mei bohat qualities hoti hain wo mehnti hota ha mehnat ki wajah se he oss ky andar ye tamaam mawaad paaya jaata ha aik expert trader hamesha best rules best planing se banta ha best experience se banta oski kamyabi k pechay oski mehnat ka haath ha kyon k througout osney apni skills best krnay k lye mehnat ki hoti ha wo hamesha apni trading mei best profit target best planing aur pateince k saath khud ko market k saamnay rakhta ha yehi waja ha wo successful kehlata ha
                          :p Yes You Can Do :p
                          Honesty + Sincerity = Prosperity
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            yes brother professional trader mehnat kar k hi kamyab hote hai aisay trader main greedy nai hota wo apnay brain se hi trade karte hai professional trader ko kisi ki need nai hoty wo forex main tarbiat yafta hote hai kafi year se trading kar rahay hote hai aap b aisa kar k professional trader ki list main shamil ho sakte hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X