"What is the reason for your loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    gee bhia forex trading mein trader ko us wqt loss ata he jab woh trading ko ache trah se smjh nhe pata he aur apne trading ke bare mein learning ko bhtr nhe krta he to hmein apne trading mein shaih trah se market ko smjhna prta he phir ja kr trading mein acha experience hota he aur trade mein bhtre hote he aur loss nhe hota he
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      loss ka reason careless hona sahi se analyze na karna market ko or proper market per dehan na dena he hota hai agar market per dehan de kar chalen ge aap to he market se kamyabi hasil ho sake gi aap ko or trades aap ki successful ho paen gi .
      • #363 Collapse

        forex trading mein mera to bs ye hi main reason hai loss ka ke mjhe is mein patience nahi hain is mein agar ham patienc epiada karlenge to is se bohat faida utha sakte hian.
        • #364 Collapse

          Asalam o alikum pyare dosto kaise hain ap sab Allah ak shokar hai main ab achi trading kar raha hon or abi mujhe bohot hi kam loss hota hia or is se p[ahle maine ak dafa bara loss kia tha magar wo news ki waja se wo b brexit ki news pe
          • #365 Collapse

            fojrex treding buznees min loos karne ka rezen ye hota hy kah hum kp insta forex trefing buxnees min jab hum se mistaje hoti hy tab him kp loos hota hyv
            • #366 Collapse

              mery khyal main loss ki bohat sari waja hoti hay forex trading kay bary main knowledge ka kam hona aur lalach karna aur emotions ki zad main aa kar trading karna aur money management theak say na karana
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #367 Collapse

                forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne losses ko manage karen aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon is mien ap agar panic honge to apk loss bhi hoskata hai.
                • #368 Collapse

                  gee bhai hmein apne forex trading mein jo loss ke reason hote hien un mein emotions greed aur jlde baze krna aur apne trading mein sahih experience na hona aur apne trading mein mistakes krna in chezon se trader avoid kre aur apne trading sahih tareeqe se kr ke apne trading mein acha profit hasil kre
                   
                  • #369 Collapse

                    yes ye sb reasons hain jes ki wja say hum forex business main loss kerty hian so humean apny greed ko control kerna ho ga pher he forex main loss control ho ga or success mily ge
                    • #370 Collapse

                      Trading key doran emotional hona buhat dangerous hota hy aur is sey aap correction decision nahi kar patey aur wrong trend ko follow krna shuroo kr detay hain. Hamain emotions ko control main rakhna chaheye aur sabar aur patience key sath trading krna chaheye. Jo log trading key doran emotional ho jatey hain, unhain loss sey koi nahi bacha sakta.
                      • #371 Collapse

                        forex trading mien mere hisab se loss ka reason ye hai ke is mein ap apnic hojaate hain is liye ap kabhi bhi panic nahi hon aur isko ap deeply seekh kar karen to ap kamiyab honge.
                        • #372 Collapse

                          Loss honey ki buhat si reasons hoti hain. Lekan normally greed aur emotions sey loss hota hy aur maximum traders trading key doran apney emotions ko qabu main nahi rakh saktey aur greedy ho jatey hain. Hamain greed ko bhi control krna hy aur emotional bhi nahi hona takeh aap ki investment bhi zaya na ho aur profit bhi ho jaye.
                          • #373 Collapse

                            Mery khyal say forex market mai loss ki sub say big reason ya ha k hum es market mai begar learning aur emotional trading krtay hai. jis ki waja say hum ko forex market mai lloss hotay hai.
                            • #374 Collapse

                              Main ny jo pehly two months main forex main trading kerty huey loss kia hai tou uski main reason yeah thi ky mujhy na tou forex market main trading ka itna knowledge tha aur na hi trading ka koi experience tha so main ny forex market main trading ko continue rakh ker experience increase kia aur earning start ker di
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                huamin trade main achi earning hasil ho sakti hay magr humain pracctice kar kay achy say kam karna ho ga humain loss hota hay humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X