"What is the reason for your loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    unsave trading aur alot of greed apkay liye loss ki waja hosakta hay luck bhi trading main buhat iomportance rakhta hay hosakta hay ap save trade kar rahay ho aur market apkay against chali jaye aur loss hojaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bai merey khyal se loss zayda ter new traders ko hi hota he or bai is ki main reasonn ye he ke new traders greed se kam lte he or apne emotion per control nahi rakh patey or loss kerwa lete h
      • #18 Collapse

        the reason of loss could be anything , like agar you are trading with blind inesting you will face loss or if doing trade to become rich in one day then u'll face loss , all u need is to do keep practicing on demo account to avoid loss.......................
        • #19 Collapse

          we may face loss at the time of trading in the forex business because of many reasons, such as,
          1. lack of hard working,
          2. emotion,
          3. greed,
          4. lack of patience,
          5. lack of skills.
          • #20 Collapse

            Primarily due to foreign exchange losses feelings do not control and therefore we lose money in trading. Greed factor so we lose money in the market, a trader is one of the big enemies. Always avoid the lure of profit in the market.
            • #21 Collapse

              ma ne shuru ma is market ma bohat ziyada loss bhi kiya hi aur us ki reson ye hai k jab ma ne forex trading start ki tab mujhe market ka mutaliq koi ziyada koi khas knowledge nhi tha koi prectic nhi ki dricet investment k bad trading start kr di.
              • #22 Collapse

                yes dear ap sai kah raha hai k aesa he hai k ham apne emotions per ko control ma nai rakh pate jiski waja sa hamara business and another works bhut disturbed hota hai and meri ya main cause hai k ham apni mistake ko accepts nai kerta na usko sai kerta so wohi error bhut bara ho jata hamare apni waja is hamme or b bara loss hota hai
                • #23 Collapse

                  mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader ko loss hota hai or baz profit hasil karty hain.
                  • #24 Collapse

                    Dears,
                    ........ HUM KO EMOTIONAL NAHI HONACHAHIE TRADING KARTE WAQT, HUM KO TRADING SIRF US WAQT HI KARNI CHAHIE JIS WAQT HUM BILKUL FRESH HUN IS TARA B KAM LOS HOTA HE.,.,.,.,.,.,.,.,.,.
                    • #25 Collapse

                      my dear friend forex mein loss ki bari waja lake off knowledge and experience ki kami hy aur emotions se trade lagana hy is leye jo log bi forex trade mein new enter hotay hein on ko chaheye ke wo pehle forex ke demo account py zeyada se zeyada practice krein aur bad mein real trade krein aur emotions se bilkul kam na lein.
                      • #26 Collapse

                        Assalam o alaikum.. Brother alhamdulillah i have not faced loss yet, because i am properly getting knowledge and learning about forex.. But the majority reason of loss is the lack of knowledge and experience.. Traders don't get proper information..
                        • #27 Collapse

                          dost sir mere hissab se loss ki sab si bari waja aap ki jaldbazi hoti hai forex mein ager aap patience se kaam kerein ge to aap ko nuksaan kam hoga q ke jaldbazi mein aap market ki analysis kiyye bagher trade open kerdete hain aur loss ka samna hota hai. ..
                          • #28 Collapse

                            I think dear forex main loss honay ki sab se bari waja ye hai k ap emotional ho kar trading kartay ho or without experience or knowledge k ap ko loss hota hai ye main reason hai loss honay ka......
                            • #29 Collapse

                              bhai forex trading men sab se brra loss hone ka reason yehi he ke zyada ter log hamesha lalach kerte hen or apne emotions per control nahe ker paate jiski wajah se unhen loss hota he ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main loss ki kuch reason hoti hay jesay kay lalach karna aur emotion pay qabo nahe pana aur aik ghalti ko bar bar karna us say ghalti say nahe seekhna in sab waja say loss hojata hay experience na honay say bhi loss hojata hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X