Is main koi secret nahe hain ye clear business hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is main koi secret nahe hain ye clear business hai
    forex trading main aksar members secrets ki talash main rhety hian k us main koi eassa short cut mil jaey jes say hm us main aik din ya aik raat main successful trader ban jain to dosto main app ko btatata chaloun k 5 years of trading experience main main nay easa koi secret nahe diekha haan aik hai k ager app us main hard work krean gay to pher he app professional trader ban pain gay our ager app k pass koi hai to please share ker sgty hain may b main wrong hoon but forex aik clear business hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul ye clear buisness hai ismen kissi kisam ki koi secret ni hai ismen sab sa barri secret experience hai jiske pass acha experience hai to samjho sab se achi trick ussi k pass hai jiske pass forex ka experience ni hai to sab ki sab tricks bekaar hain agar ham ne forex se better earnings leni hain to hamen chahiye k ham forex pe mazeed hard work kren aur apna experience bnaen ta k ham achi earnings le saken
    • #3 Collapse

      Dear jaha tak baat hai forex market ki to ais mai ap k samny sab kuch chal rha hota hai aga ap ais mai kaam karty hai to ap ko samjh aati hai k ye market kaha tak move kr sakti hai ya ab ais market ka trend kai chal raha hai aor ais ne kaha move krna hai ais liay hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai ye pata hona chaye k ap jis bhi broker mai kaam kar ly sab aik hi market k sath connect hoty hai aor sab mai aik hi jaisi moment hoti hai.
      • #4 Collapse

        Well dear ap ki post bahut ashy hy forex main koi secret ni ke jis ko pa ker ap aik expert trader ban jain, waisy bh Pakistani hamesha short cut hi talash kerty hn lkn short cut method hamesha arzy hota hy, ager ap ne kamyabi hasil kerny hy to ap ko hardwork kerna ho ga jaisa ke makola hy every cloud has a silver lining
        • #5 Collapse

          Of course aisa he hai yeh aik open challenging business hai jis ma.kch bhi dhaka chupa.nilkul nhi hai is ma ap log jitni mehnat kro gay utna he faida ithq sko gay mery bhai tradong ma successful hony ky leay apko analysis py zor dena hai indicators ko use krna s3khna hai aor group ma discussion kren sekhny ky leay
          • #6 Collapse

            Dear ap ne bilkul sahi kaha forex aik araam aur sakoon wala business hai jis mai agar ap mehnat karo gy tu he ap ko reward hasil ho ga soo ap ne mehnat k sath he es business ko aage le kar chalna ho ga agar ye busiess ap ko unlimited profit k abre ami kehta hai tu os k liye ap ko boht he mehnat karni ho gii warna ap ko kch hasil nhn hone wala ye tu sach hai....
            • #7 Collapse

              G jnb aap nain bht achi baat share ki hai its a conplete buinsness yeah koi softwere ni hai jis main aap kisi cheez ki talash main hai k ap isko hack kar k din raat main ameer ho jaogay agar aapko aik acha trader bannan hai to aapko mehnat karni parhti hai time denan parhta hai isko
              • #8 Collapse

                Jee bhai main apki bat say agree karta hun forex main koe secret koe shortcut nahi hai ye clear business hai is main koe cheats nahi kam karti sirf vohi insan is main kamyab hota jo mehmat karta hai is liye jo log shortcut dhoondty hain unhe chahiye kay is say avoid karain aur learning karain taky apni trading ko improve kar sakain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  bhai jaan ap ka sawal boht acha hy is mn is ka jawab mn is tarahh dno ga k yeh na he secret hy hy or na he yeh koi aisa business hy is mn yeh ak clear business hy is mn jo is mn expert hy wo kamyab hy wo kabhi is ko secret nhn rakhta ...

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X