"Learning is need for forex why?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    learning sirf forex ki he nhe balky her ek bussins her ek kam ki basic education hy koi b kam kaarny ce pahly apko usy mukmal tor per learn krna parta hy.thek aisy he forex trading mein b learning zarori hy ku k kisi b business ko smjha usi wakt jata hy jb uska ilm ho tou so learn then apply=success
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Her business main learning ki tu zarart hoti hai ager koi bhi business strat kart hain tu us ko phele learn karte hain tu us k bad strat karte hain ise trah ye to aik asia business hai jis main bagir learn kye to kar hi nahio sakte is lye is ko learning karna zarori hai
      • #168 Collapse

        bhai jan men ap ki bat samjh gya hn ap ka sawal ye hy ky forex trading business ky liy learning q zarori hy to bhai jan forex men jub tk learning nahi kren gy ap ko knowledge nahi mily ga or jub tk demo try nahi kren gy experience nahi ho ga is liy learning kamyabi ki key hy
        • #169 Collapse

          salam dear
          forex trading main learning bahut important hai ager ap es business main hardworking karain gay aur knowledge gain karain gay tu ap ke liaye best hai ap money earn karnay ke liaye forex ko join kartay ho aur ap es business se unlimited amount earn kar saktay ho apki life change ho sakti hai yeh ap per depend karta hai keh ap kitni learning strong kartay ho...
          • #170 Collapse

            bhai jaan hamin learning har jaga par karni parti hai iss liye iss mai b zarori hai kyun k iss mai bophat see cheezain b hain jo ahista ahista waqt kay sath ati hain iss lliye apko seekhtay rtehna chahiye
            • #171 Collapse

              forex me learning lazmi is lye hai kiun ke yeh business mind se kiya jata hai jab tak is ko samajh nhi saken ge aap or is ki proper practice nhi karen ge tab tak is business me kamyabi aap ko nhi mil paye gi or na he earnings ho saken gi aap ko .
              • #172 Collapse

                bhai agar ap forex mai learning nhe krty ho to ap ko loss hojata hai is leay sb se best yah hai k ap pehlay forex trading ko seekho pher is mai trading kro yah he forex trading mai kamyabi ka tareeka hai
                • #173 Collapse

                  g bhai forex main learning bht e zada zarori ha ku k learnig k bgair hm achy trader ni baan skty ha achy trader banany k liya achi trading skills hony chiya ha ku k jtni zada learning lain skills utni e increase hon ge r experience lyny k liya practice chiya ha jo jm demo account pr kr skty ha.
                  • #174 Collapse

                    Forex aik complete business hy aur is key apney rules aur strategies hain. Jab tak aap in rules key mutabiq nahi chalain gey aur in strategies ko follow nahi karain gey, aap key leye kamyabi lena mushkil ho ga. Is leye learning buhat zarori hy. Jitni ziada learning ho gi utna hi aap ko earning main asani ho gi aur aap loss sey bhi bachay rahain gey.
                    • #175 Collapse

                      forex trading acha business hy or is me learning ki importance boht zaida hy kiun k without any learning hm forex me kabhi success achieve nahi kar sakty.hmen forex learning k liye demo accounts use karny chhaiye internet sy help leni chahiye usk ilawa hm seniors sy bi guidline lay sakty hn
                      • #176 Collapse

                        jesa k hume maloom hai k hume her kam karnay ka ek tareeka hota hai jiss ki base pay he sara kam kya jata hai wesay he forex me b hume learning karni parti hai aur seekhna parta hai jiss k bad he sara kam hota hai is lye learning ko seekhna karna jae.
                        • #177 Collapse

                          yes it is first demanded , and i think is really very necessary and good for us because with out learning process , we can never gain any knowledge and skills even just not in forex even everywhere learning process is top on the list
                          • #178 Collapse

                            absolutely right,awwal to kisi bhi kaam ke liye kisi bhi business ke liye learning must he laikin yahan par bhi behad zaroorihe aur menaik mashwara dong ajo ap bhool gaye shayad dost ke yahan learning kaaik tareeqe kaar yeh he ke ham yahn yeh yad rakhen ke jo bhi kuch ham parh kar samjh kar seekhen use foran demo par appaaaly karen us men maharat k liye...
                            • #179 Collapse

                              As if you want read something from a book then you would have to know how to read and what is value of a particular work is and how the voice is made on that word, so the same thing is here, every trader should learn the forex trading how to trade.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                dear app ko acha earning ker na hai tu app ko phala es business ki khob learning ker na hogi taka app ko es business ka hawa say proper knowledge hasel ho jay taka app currency pair ki trend ko khob acha say samaj sakan.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X