"Learning is need for forex why?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    jo b kam karian us ko pale learn karna parta ha us k baad hum earning kar sakte hain agar hum learn nai karte hain too samaj lain k hum earning b nai kar sakte hian , forex ma kam karna k lia learning boot hi zeda zarori cheez ha,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      yar forex mai learing boht zarori hai kiyon ke jab tak hum forex mai learning nai kary ge sahi tariqy se tab tak hum kamyab nai ho sakty forex mai iss liye forex mai kamyab hony ke liye zarori hai keh hum forex ki mukamal learning kary phir hum iss per kaam kary phir hum loss se bach sakty hain iss liye zarori hai learning.
      • #108 Collapse

        Main ap sy pure tarha agree hoon forex live trading main agar ap baghear knowledge our achay trading skills k sath enter hn gy to acha trading nahe kar sagain gy,to best ho ga k ap ful education our experience k sath live trading start karein our ache income bnaen.
        • #109 Collapse

          ha g jnab,,,,sahi kaha hay app nay jnab...kafi acha business hay jnab,,,is main kaam kar k kafoi acha lagta hay jnab,,,sub hi k liye best hay jnab
          • #110 Collapse

            asslam o alaikum gbhaijaan business koi bhui ho humen start krne se pehle us k bare me janna buhat zarori hota hai or isi trhan forex ko start krne se pehle humen achi learning ki zarorat hai
            • #111 Collapse

              Learning to her kaam k liye zaroori hai. Forex main bhi successful hone k liye learning zaroori hai is k bager ham forex se kuch earn nahee kar sakte
              • #112 Collapse

                learning kay bagair to koi chez bhi possible nahi ha life main aur yeh to busines ha aur buseinss main prfoit tab hi hota ha jab proper knowledge ho.
                 
                • #113 Collapse

                  g han dear learn bohat zroori hay iss business main agar kamyab hona hay to so apko iss business ko achi trah learn karna chahiay iss k baad ap easily earn kar skainge.
                  • #114 Collapse

                    kun k bina learning k ham iss mai kam nai kar sakty hain iss business mai zarurt hoti hai learning karne ki.....forex mai hame knowledge ki zarurt hoti hai
                    • #115 Collapse

                      dear friend ap ne bohat hi achi post ki hai or in my way ... agr hum kisi b business ko without knowledge k shoro krty hn to hamen os me loss hi ho ga or ye such b hai ... kisi b kam ko krne se pehly hum osy seekhty hn or os ka knowledge hasil krty hn or phr os kam ko krty hn or phr ja k hum os kam me kamiyabi milti hai hamen .....
                      • #116 Collapse

                        ye bat to ap ki bilkul thek ha key ap bgair kisi knowledge key forex main aagey nhe barh skty aur har kam main success hasil krney kay lye ap ko jab tak us kay barey main koi khas experience nhe ho ga ap us main kabi b aage nhe barh saktey to mere bhai pehle forex main aage barhne kay lye practice aur knoledge akatha krney ki koshis krain
                        • #117 Collapse

                          Yes its very important that ka apko chaihia ka aap is main jab tak learning ka process khatam na kar lain is main live trading na karain becuase ka learning k baad hi ap achi trading kar skaty hain.
                          • #118 Collapse

                            dear zhar si bar hy k jab tk ap koi kam sekhty ni hen ap os kam ko ni kr skty jab tk k os ko proper sekh na jahen forex ma b kuch esi trah hy jab tk ap forex ko sekh ni jahen gay ap forex ma kabi b kam ni kr skty
                            • #119 Collapse

                              Because agr ham is ko without learning k start kary gay to ham ko is man loss hi loss hoga or ham kuch bi nai krsaky gay or hamy is man kabi bi profit nai mily ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                brother jasy k her kam karny se phely us k ar kuch information di jati hai ya phr kuch learn karne ko diya jta hai esi lye forex par kam karne k lye bhi learning lazmi hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X