Bhai jan actually forex 1 aisa business hai jis ko aaap part time oor is ka sath sath full time dono lihaz say kar saktay hain but agar aap iss ko part time karain gay too ap ka time nai manage ho skaay ga aaj tak manay jitnay bi traders ko dakha hai jo part time kartay thay woo full time karna start kar chukay hai ku ka is mai profit hi bht hta ha
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим