Forex trading ka lyia computer ur internet kisa hona chye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ka lyia computer ur internet kisa hona chye
    Dosto forum posting ka lyia app normal pc bhe use kr skta hain lakin trading ka lyia kam sa kam dual core processor ur 4 gb ram zaror use krian ur app ka internet ka speed kam sa kam 1 MB zaoro honi chye..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    boost aapko Pata To Hai K Aaj Kal normal four g Pakistan mein hot telecommunication aapko provide kar raha our 3G bhe n normal use ho raha hai toh uske liye aap ko laptop best friend aur saath mein kisi bhi sim ke upar aap internet connection Lele usse aapko light the issue bhi nahi rahega aur aur internet speed bhi aapko acchi Milti Rahegi please say aapki trading kar Koi effect nahi Padega aur aap post bhi at Forum pe kar Sakenge
    • #3 Collapse

      jee han agar hum forex trading karna chahty hay to eskay liey internet aur computer ki need hoti hay eskay elawa hum mobile kay ziarye he trading kar sakty hay es business main humay khoob mehnat karni chahiye aur tab he humari trading achi aur behtren ho sakti hay money management karty huway he kam karna chhiaye
      • #4 Collapse

        forex trdaing main trdaing karny k liye apk pass compter bhi acha hona chahye or net connection bhi fast hona chahye es liye hmain trading karny main asani hoti hai jub k mera khyal hai es ks ath sath hmain indroid mobile phone ki bhi achi khasi zaroart hoti hai forex trdaing main
        • #5 Collapse

          bhai jaan ap ki bat bilkual thek hy is mn ap ki sy mn agree hno is mn jis bndy ka pc acha hy is mn wo achi posting kr skta hy is mn or is k ptcl ka network hona chaye or 10 mb wala ho jo k ap ki traiding ko sahi tareqy sy karta hy ...
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            forex trading kr ne k liya zayda acha net ki zarort nhi hai app is ko mobile internet pr b used kr sahk ty ho or app is ko 1mbs ki speed pr b achy sy istamal kr shak ty ho is main koi problem nhi hoti matatrader4 is run ho jata hai easily or app trading kr sahk ty ho or computer b normal ho tab b app easily trading kr sahk ty ho is main zayda persion ho ne ki zarort nhi app ko.

            اب آن لائن

            Working...
            X