Don't repeat mistakes.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don't repeat mistakes.....
    Friends ham se trading men bahot si mistakes hoti rehti hain aur hamen in se loss bhi hota rehta hai but dear mistake ho jana barri baat ni hai lekin uss mistake ko bar bar krna barri ahm baat hai ham se jo mistake aik baar ho jay hamen koshish krni chahiye k wo ham se dobara na ho q k hamen apni mistakes ko note kr k un pe practice krni chahiye tak ham unhi mistakes se next time men profit able ho saken....
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G haan mistakes se seekhna chaiye forex hay emotions b ajatay hain greedy b ignore k bawajud kuch percent so hum se mistakes ho he jaati haen inko again repeat kr dena bohat ghalat humay chaiye hum apni mistake se seekhen na ky onko repeat kr den
    • #3 Collapse

      G bahi ap theahk kah raha hain mistake bar bar ho to dahkna chaya ka mistak bar bar kiun ho rahi hai kis waja s ho rahi hai or kasa is ko solve kia ja sakta or kia karain ka dobara mistake na ho or loss s bach sakin
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
        Friends ham se trading men bahot si mistakes hoti rehti hain aur hamen in se loss bhi hota rehta hai but dear mistake ho jana barri baat ni hai lekin uss mistake ko bar bar krna barri ahm baat hai ham se jo mistake aik baar ho jay hamen koshish krni chahiye k wo ham se dobara na ho q k hamen apni mistakes ko note kr k un pe practice krni chahiye tak ham unhi mistakes se next time men profit able ho saken....
        Apki baat b teek he lekin mere khayal se ghalati krna ghalati nhe he bal k ghalati dohrana ghalati he agar trade me loss hogaya kisi ghalati ki waja se wo tu zahiri baat he koi bevkoof hoga jo dobara b ghalati krega
        • #5 Collapse

          G bhai ap theek kah rahe hain trader wo he jo apne galtyoon se seekhe ke kam se kam losses to hoa lekn hum ne kuch seekha bhe agar wohe mistake repeated hon to phr asal loss hai
          • #6 Collapse

            Dear ham jab bhi kisi nakaam trader sey uski nakaami ya loss ki reason poochty hain to uski kafi sari wajhuhaat saamny aati hain jin mein sey aik barri wajah ye bhi hoti hy k woh trading k dauraan bar bar aik hi tarah ki ghaltyian krty hain to plz apni aik ghalti ko kabhi bhi repeat na hony dein ta k aap loss sey bach sakein
            • #7 Collapse

              G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ye bhi yaad rakhna chaye k hum ne kon si ghalti ki hai jis ki waja se hum ne loss kia hia agar hum apni ghaltian sahe ni kary gay to hum ko bar bar loss hi ho ga ais liay hum ko chaye k hum ais market mai agar koi ghalti krty hai to wo sahe kary aus k baad kaam start kry.
              • #8 Collapse

                Dear friends, forex main loss hamesha apni mistakes ki waja se hi ata ha...kuch log en mistakes ko remove nai kartay aur un ko bar bar loss ata rehta ha..un ko chaheay jen mistakes ki waja se un ko loss ata ha un ko talash karain aur remove karnay k bad hi dubara trade karain.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
                  Friends ham se trading men bahot si mistakes hoti rehti hain aur hamen in se loss bhi hota rehta hai but dear mistake ho jana barri baat ni hai lekin uss mistake ko bar bar krna barri ahm baat hai ham se jo mistake aik baar ho jay hamen koshish krni chahiye k wo ham se dobara na ho q k hamen apni mistakes ko note kr k un pe practice krni chahiye tak ham unhi mistakes se next time men profit able ho saken....
                  Forex trading mai trade karte huye Sab traders se mistakes hoti hai lekin acchi traders wo Hote Hain Jo apni mistakes se sakte hain aur phir Dobara wahi mistakes nahi karte Jo traders apni mistakes Salem karte hain Wohi successful traders bante Hain
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Yes hum ko same mistakes again and again repeat nai kerni chahye hum ko mistakes jo ho jaye un ko remember rakhna chahye jo humare liye bohat zaroori hai hum ko mistakes ko repeat na ker k achi trading ki terf means experience humara acha hota jaye ga jis se hum ko success zaroor hasil hogi.
                    • #11 Collapse

                      when you make a mistake there are only theer things you should ever do about it admit it learn form it and don;t repeat it
                      • #12 Collapse

                        Forex trading me mistakes repeat hona alarming condition he.ghalti ka repeat hona is batvki nishadahi he k trader forex pe tawajoh nai dy raha, ya phir lalach me parr geya he.trading ko serious na leny ki waja se mistakes repeat hoti hen.mistakes ki repeatition se bachen.
                        • #13 Collapse

                          G haan mistakes hoti hain trading mei ye aik part ha magar wo mistakes ka ap ko trading mei hona harmful haen kyon ky mistakes se again wohi loss hoga mistakes ko improve krna chaiye agar ap mistakes pe control na kro wohi mistakes repeat hon ye baat bohat harmful ha mistakes ko avoid karen
                          :p Yes You Can Do :p
                          Honesty + Sincerity = Prosperity
                          • #14 Collapse

                            g han aik acha trdaor kbhi bhi bar bar aik he mistakes nahi karat hai es liye hmain chahye k humain apni galtuin se sikhna chahye qk jub hum apni glatuiun se sikhty hain tu hum achi trdaing kar paty hain hmari hari trdae jis main hmain lsos howa hota hai hmary liye aik achi leraning chor jata hai ta k hum es se sikhen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              slaam to all forum members...apni galtion sa sbq hasal na krna ya apni usi galti ko dobra repeat krna ya iyk ur mistake ha jiss ka koi fyda nahi ho ga swye nuksan ka hamin wqie he apni galtion ko note krna chye kyia effects tha us waqt kyun hum na wo trade lagye kia us mah lot size zyida tha ya hun na trend ka opposite direction mah trade laga de thi ya sab awaml mistakes kahlta hain..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X