Kiya apne knowledge aor experience dosro k saat share karni chaheye ya nahe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya apne knowledge aor experience dosro k saat share karni chaheye ya nahe
    G bilkul janab apne forex knowledge aor experience zaror dosro k saat share karni chaheye aor dosro ki knowledge aor experience adopt karne chaheye es tareeqay say har kesi ki knowledge aor experience mai mazeed izafa hota hai jo k forex trading k leye nehayat he mufeed aor karamad hota hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    kar do koi farq nai parta lekin un logo ko keh do agar kuch galt ho gya mere pichay na par jana waisay zaida tar log share nai karte jab un ka kam chal jay 2nd logo ko time tk b nai daite
    • #3 Collapse

      Dear knowledge ya ilam share kerny se ziada hota hy na ke kum hota hy, ap ke pass forex ke bary main jo knowledge, experience aur jo khush bh hy wo ap ko chay ke pak forex forum per share kro takey subh doston ko is ka benefit ho aur un ka forex knowledge bh increase ho, waisy bh kisi ki help kerna bahut asha factor hy
      • #4 Collapse

        Dear frend hmy khowlage or experions dosro k sath share karna chaye kun k aisy karny sy na sirf ap k knowlage mai ezafa hota hai bilky dosro ko b help milti hai or es tarha kisi ki madad b ho sakti hai.
        • #5 Collapse

          G han bha hume is main apna experience ur knowledge dosto se sher krna chaiye kew k is main azfa hota hai ye hamre liye sab se acha business hai ye hamre liye sab se acha business hai
          • #6 Collapse

            ji bilkull ap logon ki bat thik ha ma bhi ye hi samjty hon ke apas me dost ak dosre se shear kar lan is se ap logon ko koi nuksan ni hota balke ap ke experience or knowledge me ezafa hota ha isi liye ma kahty hon ap ke pass forex ke bary main jo knowledge, experience hy wo ap ko chay ke pak forex forum per share karo take sub doston ko us ka elam ho jaye or wo bhi ap ke knowledge or experience se faida utha sakan khas kar new trader ko is se ziada fida ho ga or ap ko koi nuksan ni ho ga.
            • #7 Collapse

              hy bhai ap ka sawal bilkual thek hy is mn agar hum apna knowledge dosrno sy share karney gy tu is mn humerA faida ho ga in ka bhe ho ga is lye in sy share karna chahye
              • #8 Collapse

                agar hum forex trading main knowledge ko enhance kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay money management karty huway he trading kar leni chahiye kyun keh money management kar kay kam karnay main he faida hota hay
                • #9 Collapse

                  market main kam karny kay liye humain achi knowledge ho gi to hi hum is main kam kar sakty hain kun kay hum is main knowledge ko acha kar kay kam karty hain to trade karna humary liye asan ho sakta hay is main boht say log trade ko serious ho kar karty hain to hi market main achca profit gain kar paty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    dear yahn aysa koi b nhn karta q k sab he chahte hain k koi on se aage na bhar sake muje ni smjh aati q nhi log aysa chahte k apne sath dosron ko b le kar cahlain apne knowledge ko b baichte hain ayse kese kam chale ga ap ko chaiye k ap fida haisl karo aur apniii life ko b set karo ta k aage bhar kar mazeed bethar earning kar lo aur apni life ko b set karo...

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X