Bonus hamen postes ki quality se milta hai quantity se ni

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bonus hamen postes ki quality se milta hai quantity se ni
    Dear members hamen pak forum pe quality k sath postes krni chahiye ham jo postes krte hain agar wo bekaar hon unen knowledge na ho to unko post krne ka koi faida hi ni hai aisi postes ka hamen bonus bahot hi kam milta hai hamen bonus postes ki tadaad dekh kr ni postes ki quality dekh kr milta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai main ap se agree karun ga us se ap ke mehnat bhe zayada ho ge aur ap ko us ka profit kaam mile ga lekn agar ap quality posting karo na sirf ap ka time bachy ga balky ap k mehnat bhe kaam ho ge aur ap ka bonus bhe zayada aae ga
    • #3 Collapse

      Well aap ne theak hi kaha hai k hamen acha bonus tab hi mille ga jab ham kaam acha kren ge agar hamara kaam acha ni hoga to hamen bonus bhi acha ni mille ga isliye hamen wo theards aur postes krni chahiye jo k full ot knowledge hon ta k hamen bonus bhi acha mille aur ham next time achi trading kr saken
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        g bhai hamra bonus post ki quality achi honey aor informative post aor threads ki vjha sy hamra bonus mn azafa aor kami hoti hai as liay jb bhe post kren achy air experience wali post hon
        • #5 Collapse

          Dear frend ap ny bilkul sahe kaha hai bouns hmy post ki quality sy milta hai na k quantati sy es liye kam posty kary laken achi or myari posty kary jo k dosro k liye b usefull ho or hmara b zayda tym west na kary.
          • #6 Collapse

            Janab ap ny bahut acha sawal kiea hy is ky baey main jahan tak mujy ilam hy ky ap ko jo bouns milta hy wo post ki qualti py v milta hy air tadad per bhi ager ap ki post achi ho gi jis sy kisi ko faida ho to ap ko us ka fida ho ga os leay besakh kam post kety mager us main mawad axha hona chaey
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mianwali پيغام ديکھيے
              Dear members hamen pak forum pe quality k sath postes krni chahiye ham jo postes krte hain agar wo bekaar hon unen knowledge na ho to unko post krne ka koi faida hi ni hai aisi postes ka hamen bonus bahot hi kam milta hai hamen bonus postes ki tadaad dekh kr ni postes ki quality dekh kr milta hai
              Han g bhai jan apny bilkul thek kha hamain posts ka bonus quality ziada acha hOKnay pai milta hai agar hamari posts achi na hon or wo ziada hon to hamain uska bonus ziada nahi mlita
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Je haan humay bonus sirf post qaulity se milta hay mean huamari jo posts meaningless hongi unka bonus ni milta wo bekaar hoti hain mean low quality humari posts ki quality achi honi chaiye takay sab ko faida ho ussi hesaab se humay bonus b best milay ga
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  Bilkulqp ne the kaha lekin agar AP ache thread aor ache post karty hen hon men AP apna knowledge aor experience share kerty hen jis see Baki new trader ka faida hota Hy Jo ke forum ka mqsqd Bui ye Hy ke yahan pe qmm guftago ho jitna knowledge Jahan see experience aorr knowledge milta Hy wo kaehn books see nai milta
                  • #10 Collapse

                    ji mare bhi kheyal me ye hi bat ha ke post quality ke sath karan q ke ap ki post agar quality me achi ho gi to ap ki post pe ap ko acha bonus mile ga agar quality bahter ni ho gi to ap ko us ka bonus acha ni mile ga jase ham ne dekha ha ke kai doston ne 400ya 500 postan ki hoty han or bonus sirf 20 ya 26 dolor hi hoty han ye hi agar ap pa achi quality wali 100 se 200 postan karo to ap ko kam post ka ziada bonus mile ga
                    • #11 Collapse

                      forum main kam karty hain to humain is main bonus ki zrort hoti hay jis ki help say market ko read karna kafi best ho sakta hay is main bonus ka use karna ho ga kun kay bonus ka use karn hum real account main kafi best ho ta hay or bonus humain posts ki likhny ki quality say hi acha hasil ho sakta hay
                      • #12 Collapse

                        agar hum apni posts ki quaility ko improve karna chahty hay to humay chahiye keh esmain mehant karen kyun keh mehant karnay say he hum acha kam kar sakty hay aur eskay badly main humay bohat acha bonus bhi milta hay jis say hum trading kar kay profit earn kar sakty hay
                        • #13 Collapse

                          bilkul dear ap ne sai kaha hai bonus quality se milta hai quantity se nai milta hai hum koshis karty hai k achi post share karay sb se jis se sb sik saky.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            humain is main posts kar kay kam karna hota hay jis say market ko smjhna kafi best ho sakta hay agr is main learning kar kay achy say kam karna ho ga kun kay posts ko us kay rules ko mutabik kamrna ho ga ta kay qulity achi ho gi to hi hum is main acha kam kar sakty hain jis say achi earning hasil ho sakti h

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X