Forex sab k lye nai ha sab deserve nai kartay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex sab k lye nai ha sab deserve nai kartay
    Mene ye observe kea forex airf makhsoos logon k lye ha jo log discipline k kail hon achi mehnat karnay ka jazba ho onn mey achi mehnat krky kamyabi haasil krnay walay log forex ko deserve krtay hain
    Jo log mehnat nai kar saktay seekhnay samjhnay ka jazba nai jald bazi aur lalchi log forex pe work nai kar saktay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    theek baat ha jo log mahnat k kaabil nahe onko mahnat sey nafrat ha wo forexpey koch haasil karnay ki tamana apnay mind sey nikaal den bahtar ha wo forex ko join he na karain kyon ky forex tou sirfaor sirf hardworker insaan k karnay wala business ha
    • #3 Collapse

      thek kaha ap ne forex me mehanat krny waly log he kamyab ho sakty hain jo log mehanat karny k adi nhi hain ya raat o raat ameer hony chahty hain wo es me kamyab nhi ho sakty forex trading ka full knowledge sekhna chahye rule & policies ko b yaad rakhna chahye phir kam kary
      • #4 Collapse

        Bilkul ap ne achi baat kahi forex sab kay lye nai hay forex ko kuch he log deserve kartay hain jo kuch abilities kay maalik hotay hain jo log mehnti nai hain kaam ko dilchaspi nai detay jino mehnat se nafrat ha mehnat pe wo time nai lagana chahtay asay log forex mei kamyabi haasil nai kar saktay mera mashwra ha jisnay forex pe ana ha bohat mehnat karay ga tou bohat kamyab hoga
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #5 Collapse

          Forex har aik k lye nai ha really jo deserve krtay haen mehnat kr saktey haen wohi forex pe kaak karen to behtr ha kyon k yahan sirf aik mehnti insaan kaamyabi leta ha mehnat k bagair forex mey success lena bohat mushkil ha kyun k ap ko yahan mehnat ka use krk skills aur experience gain krna hota ha warna success mushkl ha
          • #6 Collapse

            asalam o alaikum forex me mehanat krny waly log he kamyab ho sakty hain jo log mehanat karny k adi nhi hain ya raat o raat ameer hony chahty hain wo es me kamyab nhi ho sakty
            • #7 Collapse

              forex wasy har kise k liya hai but ya kahe sahk ty hain k asal main forex sirf or sirf un logo k liya hai jo hard working hun jo apne kam k liya seriouse hun jo trading ko sekha kar us main apna time dy kr trading kry kyun k aksar new log lalach kr laye ty hain or account wash ho jata hai un ka is liya ap phaly market ko sekhy or experience lain or trading kry acha analysis kry to profit he profit ho ga.
              • #8 Collapse

                Ji nahi bilkul nahi Yeh bilkul ghalat baat hai forex trading sab k liye aik best business h is ko sab join kar sakte hain aur apna achi si earning kar ke apna future secure kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  dear ap ne yeh bilkul sai kaha hai k her kisi k laiyye forex nai hai jo bs isay easy layty hai menat nai krty hai mein yeh samjti ho agr forex mein menat na karo to yeh bohat lose deta hai is laiye menat zaruri hai.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ashiashi پيغام ديکھيے
                    Mene ye observe kea forex airf makhsoos logon k lye ha jo log discipline k kail hon achi mehnat karnay ka jazba ho onn mey achi mehnat krky kamyabi haasil krnay walay log forex ko deserve krtay hain
                    Jo log mehnat nai kar saktay seekhnay samjhnay ka jazba nai jald bazi aur lalchi log forex pe work nai kar saktay
                    Ye bat to apki bilkul.thek hai k forex trading mai har koi trade nahi kr skta or jo traders decipline or soch amjh kr km krty hain woi forex trading maOKn successful ho skty hain q k ye aik aisa businsss hai k is main traders jotna learn krty hain utna he earn bhi krty hain
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      g han bat bhi hos kti hai q k kuj log es main meaz earning k liye log in hoty hain un ka aik he maqsad hota hai k hmain bus achi earning mil jay es liye forex ayse logun k liye nhi hoti hai jo k ayse sust hoty hain or apny akm se laprwahi karty hain es liye hmary liye es ki condiotion ko follow karna boht zarori hota hai
                      • #12 Collapse

                        forex main kam karna har aik kay bas ki bar nai hay is main har koi kam nai kar sakta hay is main kam karny kay liye humain kafi mehnat say kam karna hota hay jis say trade ko understand karna best ho sakay is main jo log active ho kar kay or educations say kam karty hain wohi is ko deserve karty hain
                        • #13 Collapse

                          forex market main agar hum khud ka future bana chahty hay to humay chahiye keh esmain khoob mehant karen kyun keh mehant kar kay trading karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain time ziada daina chahiye
                          • #14 Collapse

                            Dear forex ko join tu sab he kar skte hain lekin ye b sach hai es mai kamiyab boht he kam log hote hain ap jab es busienss mai ate hain tu ap ko kaha jata hai k es business ko seekh aur smjh k start karo ta k ap ko kabi b es busiuess mai loss face na karna pare bal k ap ko aage chal kar mazeed behtar earning k liye aik rastaa mile aur wo sirf aur sirf ap ko ap ki learnign ki waja se he nazar aa skta hai... yahn pe deserve se matlb yehi hai jo log b es business ko seekhain gain woi deserve karte hain es busienss se profit b hasil karna aur jo nhn karte wo phr loss he kar jate hain lehaza aysa nhn hona chaiye...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading aik aisa business hay keh es business main har koi kam kar sakta hay aur agar hum chahty hay keh es business main kamyab hon to humay cahhiye keh es business main ko theak say learn karen kyun keh learning kar kay he hum bohat acha earn kar sakty hay aur humay esmain khoob mehant karni chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X